Meri Ek Ada Shola Lyrics, Singer & Song Details

Kidnap 2008 album cover

Kidnap 2008 Album Details

Sanjay Gadhvi
Pritam Chakraborty
Mayur Puri
Sanjay Dutt, Imran Khan, Minissha Lamba, Vidya Malvade, Ankita Makwana

album songs
Meri Ek Ada Shola
Singer : Akriti Kakkar, Sukhwinder

Meri Ek Ada Shola Lyrics

Song Title = Meri Ek Ada Shola
Movie/Album = Kidnap (2008)
Singer(s) = Akriti Kakkar, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan
Music Director(s) = Pritam Chakraborty
Lyricist(s) = Mayur Puri

Mp3 Song Lyrics

((loot le dil bich mehfil, hum toh aise hai beimaan
meri ek ada shola, meri ek ada shabnam
meri aankhon mein hai hardam harpal hai ik tufaan
abhi dur se hai dekha, kabhi paas mere toh aa
phir dekh mera jalwa, koyi mujhasa hai kahaan

yaaron ki mehfil mein yaar aaye hain
dil ko churaane dildaar aaye hain
mauka hai ik pal hai palbhar ka sama
iss pal mein ban jaaye koyi daastaan
loot le dil bich mehfil, hum toh aise hai beimaan
meri ek ada shola, meri ek ada shabnam
meri aankhon mein hai hardam harpal hai ik tufaan

(ishq bin jina hai kya, ishq bin marna hai kya
ishq hi toh haqiqat hai, ishq bin marna hai kya) - (2)
ishq sab hai, ishq rab hai, ishq hai mera khuda
meri ek ada shola, meri ek ada shabnam
meri aankhon mein hai hardam, harpal hai ik tufaan

haadasa aisa ek ho gaya hai yahaan
jo hai anjaan honge woh yuun hairaan
aankh se jaise kaajal churaale koyi
aur badale mein bas ek duwa de koyi, haan duwa de koyi
khush raho, khush raho -2 rab karam yeh kare
jo ho apane tumhaare na woh ghum kare
na paraaya koyi aaankh ko num kare
ho sake toh jara tum bhi kar lo duwa
tum bhi kar lo duwa ho sake toh jara
woh mile jisake haathon mein meri jaan hai
hamne ki duwa, lo yeh ki duwa, hamne ki duwa hai
haath yuun utha sar bhai hai jhuka, hamne yuun duwa hai
mohabbat sabne ki hogi, ishq bin jina hai kya
moahabbat apani alag hai, ishq bin marna hai kya
main kya kya kar jaayunga, yeh toh bas ek jhalak hai
ishq bin marna hai kya
loot lu dil bich mehfil, bachake jaayega tu kahaan
tufaan utha dunga, main jaan laga dunga
tu hai ke meri pehchaan mita dunga
abhi dur se hai dekha, kabhi paas mere tu aa
phir dekh mera jalwa, koyi mujhsa hai kahaan ...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Meri Ek Ada Shola

Meri Ek Ada Shola is a song from Kidnap 2008. It is sung by Akriti Kakkar, Sukhwinder. Lyrics are credited to Mayur Puri. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Kidnap 2008 album song list for more songs and album details.