Meri Duniya Mein Male Lyrics, Singer & Song Details

Tum Bin 2001 album cover

Tum Bin 2001 Album Details

Anubhav Sinha
Nikhil, Vinay
Faaiz Anwar
Priyanshu Chatterjee, Himanshu Malik, Sandali Sinha, Raqesh Vashisth

album songs
Meri Duniya Mein Male
Singer : Sonu Nigam

Meri Duniya Mein Male Lyrics

Song Title = Meri Duniya Mein Male
Movie/album = Tum Bin... Love Will Find A Way (2001)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Faaiz Anwar
Music Director = Nikhil, Vinay
Director = Anubhav Sinha

Mp3 Song Lyrics

((Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa

Kya maine pa liya hai kya maine kho diya hai
Shayad yeh soch kar hi dil aaj ro diya hai
Tu hi to tha mera apna kaise phir yeh toota sapna
To jo mil ke kho jaayega jeena mushkil ho jaayega
Ho o o o
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa

Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka

Yeh ishq ki hai raah mein jin pe chal raha hoon
Is aag mein na jaane kab se main jal raha hoon
Main to hoon tera deewana tune mujhko na pehchaana
Dilbar mere aisa na kar chahat mein tu ruswa na kar
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa
Meri duniya mein aake mat jaa mat jaa kahin mat jaa

Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka
Ishq ka dard hai dard hai ishq ka...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Meri Duniya Mein Male

Meri Duniya Mein Male is a song from Tum Bin 2001. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Faaiz Anwar. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Tum Bin 2001 album song list for more songs and album details.