Meri Duniya Mein Female Lyrics, Singer & Song Details

Tum Bin 2001 album cover

Tum Bin 2001 Album Details

Anubhav Sinha
Nikhil, Vinay
Faaiz Anwar
Priyanshu Chatterjee, Himanshu Malik, Sandali Sinha, Raqesh Vashisth

album songs
Meri Duniya Mein Female
Singer : S. P. Sailaja

Meri Duniya Mein Female Lyrics

Song Title = Meri Duniya Mein Female
Movie/album = Tum Bin... Love Will Find A Way (2001)
Singers = S. P. Sailaja
Song Lyricists = Faaiz Anwar
Music Director = Nikhil, Vinay
Director = Anubhav Sinha

Mp3 Song Lyrics

((ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka

meri dunia me aake mat ja mat ja
kahi mat ja
meri dunia me aake mat ja mat ja
kahi mat ja
meri dunia me aake mat ja mat ja
mat ja
meri dunia me aake mat ja mat ja
kahi mat ja

kya maine pa liya hai
kya maine kho diya hai
shayad ye soch kar hi
dil aaj ro diya hai
tu hi to tha mera apna
fir ye tuta kaisa sapna
tu jo milke kho jayega
jina mushkil ho jayega
meri dunia me aake mat ja mat ja
kahi mat ja
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka

ye ishk ki hai rahe
mai jinpe chal raha hu
is aag me na jane
kab se mai jal raha hu
mai to hu tera diwana
tune mujhko na pahchana
dilbar mere aisa na kar
chahat me tu ruswa na kar
meri dunia me aake mat ja mat ja
kahi mat ja
meri dunia me aake mat ja mat ja
mat ja
meri dunia me aake mat ja mat ja
kahi mat ja
meri dunia me aake mat ja mat ja
kahi mat ja
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka
ishk ka dard hai dard hai ishk ka...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Meri Duniya Mein Female

Meri Duniya Mein Female is a song from Tum Bin 2001. It is sung by S. P. Sailaja. Lyrics are credited to Faaiz Anwar. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Tum Bin 2001 album song list for more songs and album details.