Meri Duniya Badal Gai Aaj Lyrics, Singer & Song Details

Maha Sati Savitri 1973 album cover

Maha Sati Savitri 1973 Album Details

Chandrakant
Avinash Vyas
Kavi Pradeep
Jayshree Gadkar, Upendra Trivedi

album songs
Meri Duniya Badal Gai Aaj
Singer : Asha Bhosle

Meri Duniya Badal Gai Aaj Lyrics

Song Title = Meri Duniya Badal Gai Aaj
Movie/Album = Maha Sati Savitri (1973)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Kavi Pradeep
Music Composer = Avinash Vyas
Director = Chandrakant
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mehlo ki kothri saja ke
Putli mein palang bicha
Phir palko ka dalke parda
Apne piya ko rijhau
Meri duniya
Badal gayi aaj re

Ho meri duniya
Ho meri duniya
Badal gayi aaj re
Aaj re aaj re
Ho maine pahna hai
Phulo ka taj re
Ho ho meri duniya
Badal gayi aaj re

Ang ang mera
Karta hai nartan
Rom rom mera
Karta hai kirtan
Ang ang mera
Karta hai nartan
Rom rom mera
Karta hai kirtan
Mera to sapna
Sach ho gaya re
Jivan pe mere
Hua pariwartan
Mere hari ne
Ho mere hari ne
Rakhi meri laz re
Laz re laz re
Ho aine pehna hai
Ho maine pehna hai
Phulo ka taz re
Ho meri duniya
Badal gayi aaj re

Nach ari ho piya
Ki pujaran
Ghadi hai yeh raswanti
Kabhi kabhi to
Baat baat mein
Baat yaha hai banti
Mere antar man
Mein hai damki
Mere piya ki jyoti
Maine paya hai
Ho maine paya hai
Tirbhuwan ka raz re
Raz re raz re
Maine pehna hai
Ho maine pehna hai
Phulo ka taz re
Ho meri duniya
Ho meri duniya
Badal gayi aaj re
Aaj re aaj re
Maine pehna hai
Ho maine pehna hai
Phulo ka taz re))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Meri Duniya Badal Gai Aaj

Meri Duniya Badal Gai Aaj is a song from Maha Sati Savitri 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Kavi Pradeep. Music information: Avinash Vyas. Read the lyrics above and view the Maha Sati Savitri 1973 album song list for more songs and album details.