Meri Chamak Challo Lyrics, Singer & Song Details

Kunwara 2000 album cover

Kunwara 2000 Album Details

David Dhawan
Aadesh Shrivastava
Sameer
Govinda, Urmila Matondkar

album songs
Meri Chamak Challo
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Meri Chamak Challo Lyrics

Song Title = Meri Chamak Chalo
Movie/album = Kunwara (2000)
Singers = Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = David Dhawan
Music Label = Tips Music

Mp3 Song Lyrics

((Meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja
Meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja
Ikraar kar mujhe pyaar kar, maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam

Chal mera pichha chhod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de
Chal mera pichha chhod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de
Ikraar kar na pyaar kar, maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam

Tujhe chhedane mein aata hai mujhe bada hi maja
Tujhe chhedane mein aata hai mujhe bada hi maja
Maja yeh kahin ban na jaaye raaja tumhaari saja
Yun matak matak ke chal na, aise rang badal na
Na haath tere aayungi, mujhe dekh ke aise jal na
Iss rang se iss roop se tune loota mujhe
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam
Chal mera pichha chhod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de
Ikraar kar na pyaar kar, maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam

Saari umar na bhulega main karungi aisa haal
Saari umar na bhulega main karungi aisa haal
Mera yeh dil kehta hai mein chhu lu gulaabi gaal
Gul karungi teri batti na dikha pyaar ki patti
Takraar kare kyun aise, chal kar le mujhase patti
Ja dur ja na paas aa yun na baatein bana na na na
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam
Meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja
Meri chhammak chhallo maan bhi ja, abb haal jiya ka jaan bhi ja
Ikraar kar mujhe pyaar kar, maan kehna mera
Tararam tararam tara tararam tararam
Tararam tararam tara tararam tararam.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Meri Chamak Challo

Meri Chamak Challo is a song from Kunwara 2000. It is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Kunwara 2000 album song list for more songs and album details.