Meri Chahat Ka Samundar Lyrics, Singer & Song Details

Jurm 2005 album cover

Jurm 2005 Album Details

Vikram Bhatt
Anu Malik
Rahat Indori
Bobby Deol, Lara Dutta, Milind Gunaji

album songs
Meri Chahat Ka Samundar
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik

Meri Chahat Ka Samundar Lyrics

Song Title = Meri Chahat Ka Samundar
Movie/Album = JURM
Singer(s) = Abhijeet, Alka Yagnik
Song Lyricists = Rahat Indori
Music Composer = Anu Malik
Director = Vikram Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Ishq bhi meharbaab
Husn bhi meharbaan
Dil mere bas main kaha
Ha re ha re ha

Meri chahto ka
samundar to dekho - 3
mujhe bhi kabhi apna
kahkar to dekho - 3
dhadkanai jab khili
do dishayein mili
roshan hua yeh jahan
ha re ha re ha

mohabbat ki hadh se
gujar kar to dekho - 3
samundar ko baahon main
bhar kar to dekho - 3
Ishq bhi meharbaab
Husn bhi meharbaan
Dil mere bas main kaha
ha re ha re ha

Mausam mohabbat ke chahat ke ikraar ke
mere lahu main utarte rahein
saanson ne ro ro ke mangi hai rab se dua
markar bhi tumpar marte rahe
ek saath hum rahenge
ek saath hum kahenge
saanson ne saason par
likhdi jo daastan
ha re ha re haaa...

kabhi mere dil main
utarkar to dekho - 3
tum iss aaine main
savarkar to dekho - 3


khwaabon main rehate ho
rag rag main behate ho tum
chaye dil par badal ho tum
hothon main haste ho aankhon main baste ho tum
meri umango ki hulchul ho tum
khamoshiyon ke dharein
karne lage ishaare
aankhon ne aankhon ko
de di hai ek jubaa
ha re ha re ha

kabhi door ek pal bhi
rahkar bhi dekho - 3
kabhi jaan doongi
kahkar to dekho - 3

Meri chahto ka
samundar to dekho - 3
mujhe bhi kabhi apna
kahkar to dekho - 3
mohabbat ki hadh se
gujar kar to dekho - 3
samundar ko baahon main
bhar kar to dekho - 3 ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Meri Chahat Ka Samundar

Meri Chahat Ka Samundar is a song from Jurm 2005. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Rahat Indori. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Jurm 2005 album song list for more songs and album details.