Meri Biwi Ka Jawab Nahin Lyrics, Singer & Song Details

Khiladi 420 2000 album cover

Khiladi 420 2000 Album Details

Neeraj Vora
Sanjeev, Darshan
Sameer
Akshay Kumar, Mahima Chaudhry, Gulshan Grover, Alok Nath

album songs
Meri Biwi Ka Jawab Nahin
Singer : Sonu Nigam

Meri Biwi Ka Jawab Nahin Lyrics

Song Title = Meri Biwi Ka Jawab Nahin
Movie/Album = Khiladi 420 (2000)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Director = Neeraj Vora
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mere biwi ja jawaab nahin
Sidi saadhi surat iski kitni bholi
Shahad se bhi zyaada meethi hai iski boli
Sidi saadhi surat iski kitni bholi
Shahad se bhi zyaada meethi hai iski boli
Iska mukhda chaand ka tukda
Iska mukhda chaand ka tukda
Yaar mere aisa koi hoga na kahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin

Joothi hai yeh to joothi mujhse takraar karti
Upar se gussa lekin andar se pyaar karti
Joothi hai yeh to joothi mujhse takraar karti
Upar se gussa lekin andar se pyaar karti
Lagti hai gusse mein ye aur bhi haseen
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin

Ye to balkhaye dekho sawaan ke julo jaisi
Iske tan ki khushboo hai gulshan ke phoolon jaisi
Ye to balkhaye dekho sawaan ke julo jaisi
Iske tan ki khushboo hai gulshan ke phoolon jaisi
Shokhiyaan hai is mein badi ye hai mehjabeen
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Sidi saadhi surat iski kitni bholi
Shahad se bhi zyaada meethi hai iski boli
Iska mukhda chaand ka tukda
Iska mukhda chaand ka tukda
Yaar mere aisa koi hoga na kahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin
Mere biwi ja jawaab nahin....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Meri Biwi Ka Jawab Nahin

Meri Biwi Ka Jawab Nahin is a song from Khiladi 420 2000. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Sanjeev, Darshan. Read the lyrics above and view the Khiladi 420 2000 album song list for more songs and album details.