Meri Bhi Yeh Zid Hai Lyrics, Singer & Song Details

Gunaho Ke Raste 1970 album cover

Gunaho Ke Raste 1970 Album Details

Radhakant
Jagdish Khanna
Naqsh Lyallpuri
Dara Singh, Sanjana, Nisar Ahmad Ansari

album songs
Meri Bhi Yeh Zid Hai
Singer : Asha Bhosle

Meri Bhi Yeh Zid Hai Lyrics

Song Title = Meri Bhi Yeh Zid Hai
Movie/album = Gunahon Ka Raaste (1970)
Singers = Asha Bhosle
Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Director = Jagdish Khanna
Director = Radhakant

Mp3 Song Lyrics

((Meri bhi yeh zid hai piya ko tadpaaungi
Main itna sataungi itna rulaungi haan
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Meri bhi yeh zid hai piya ko tadpaaungi
Main itna sataungi itna rulaungi haan
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Ke zulmi tauba tauba karein haaye

Apne kiye pe mujhe chahein pachhtana pade
Baaz na aaungi
Bedardi ko main bhi aisa maza chakahungi
Apne kiye pe mujhe chahein pachhtana pade
Baaz na aaungi
Bedardi ko main bhi aisa maza chakahungi
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Ke zulmi tauba tauba karein haaye

Ab zo milega kahin lat bikhrake wahin
Tann ke chalungi main
Harzaai se ghin ghin aise badle lungi main
Ab zo milega kahin lat bikhrake wahin
Tann ke chalungi main
Harzaai se ghin ghin aise badle lungi main
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Ke zulmi tauba tauba karein haaye

Banke deewana phire woh
Mere pichhe pichhe main aage aage
Din mein dekhe mere sapne raaton ko jaage
Banke deewana phire woh
Mere pichhe pichhe main aage aage
Din mein dekhe mere sapne raaton ko jaage
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Meri bhi yeh zid hai piya ko tadpaaungi
Main itna sataungi itna rulaungi haan
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Ke zulmi tauba tauba karein haaye
Ke zulmi tauba tauba karein haaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Meri Bhi Yeh Zid Hai

Meri Bhi Yeh Zid Hai is a song from Gunaho Ke Raste 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Jagdish Khanna. Read the lyrics above and view the Gunaho Ke Raste 1970 album song list for more songs and album details.