Meri Aawaargi Meri Aawaargi Lyrics, Singer & Song Details

Yea Toh Two Much Ho Gayaa 2016 album cover

Yea Toh Two Much Ho Gayaa 2016 Album Details

Anwer Khan
Avishek Majumder
Anwer Khan
Jimmy Shergill, Pooja Chopra, Arbaaz Khan

album songs
Meri Aawaargi Meri Aawaargi
Singer : Aditi Paul, Ankit Tiwari

Meri Aawaargi Meri Aawaargi Lyrics

Song Title = Meri Aawaargi Meri Aawaargi
Movie/album = Yea Toh Two Much Ho Gayaa (2016)
Singers = Aditi Paul, Ankit Tiwari
Song Lyricists = Anwer Khan
Music Director = Avishek Majumder
Director = Anwer Khan

Mp3 Song Lyrics

((Tujhse huyi, sehar meri shabnami
Hone lagi, muqammal har kami

Ik tere vaaste, ye dhadkan chal rahi
Jo tu na paas ho, ye tham jaaye wahi
Ab tujhko rubaroo, chahe har ghadi

Meri aawaargi, meri awargi
Meri aawaargi, meri awargi

Aashiq hoon main tera, tu hai meri aashqui
Tu hi mera nagma, tu hi meri shayari

Tujhse subah, tujhse meri har pehar
Tere bina, waqt jaaye theher
Bas tere hi qareeb, laaye har ghadi

Meri aawargi, meri awaargi
Meri aawargi, meri awaargi

Ho khwaahish meri bhi, awaara jab se ho gayi
Tere hi khyaalon mein, har lamha kho gayi

Sajne lagi hai, mann ki har gali
Chhede mujhe, hawayein manchali
Ab khwaabon mein tere, bulaye har ghadi

Meri awaargi, meri aawargi
Meri awaargi, meri aawargi.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Meri Aawaargi Meri Aawaargi

Meri Aawaargi Meri Aawaargi is a song from Yea Toh Two Much Ho Gayaa 2016. It is sung by Aditi Paul, Ankit Tiwari. Lyrics are credited to Anwer Khan. Music information: Avishek Majumder. Read the lyrics above and view the Yea Toh Two Much Ho Gayaa 2016 album song list for more songs and album details.