Mere Tumhare Beech Mein Lyrics, Singer & Song Details

Jhuk Gaya Aasman 1968 album cover

Jhuk Gaya Aasman 1968 Album Details

Lekh Tandon
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Rajendra Kumar, Saira Banu, Rajendra Nath

album songs
Mere Tumhare Beech Mein
Singer : Lata Mangeshkar

Mere Tumhare Beech Mein Lyrics

Song Title = Mere Tumhare Beech Mein
Movie/album = Jhuk Gaya Aasman (1968)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Lekh Tandon

Mp3 Song Lyrics

((Mere tumhare bich me
Ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna

Mere tumhare bich me
Ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum ab ho jaye ujaghar
Ab aan milo sajna ab aan milo sajna sajna

Aaya matwala sawan fir rim gim ki ruth aayi
Fir man ki baji sahnayi fir preet ne li angdhayi

Aaya matwala sawan fir rim ghim ki ruth aayi
Fir man ki baji sahnayi fir preet ne li angdhayi

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna

Mai man ko lakh manau mane na man matwala
Ab aake tumhi samjao maine ab tak bahut sambala

Mai man ko lakh manau mane na man matwala
Ab aake tumhi samjao maine ab tak bahut sambala

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar,ab aan milo sajna
Ab aan milo sajna sajna

Saj dhaj ke khadi mai kab se dholi le ker aa jao
Us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao

Saj dhaj ke khadi mai kab se dholi le ker aa jao
Us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Jis din rahe khyalo me tum
Ab ho jaye ujaghar ab aan milo sajna sajna..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mere Tumhare Beech Mein

Mere Tumhare Beech Mein is a song from Jhuk Gaya Aasman 1968. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jhuk Gaya Aasman 1968 album song list for more songs and album details.