Mere Seene Ki Betaabiyaan Lyrics, Singer & Song Details

Mission The Last War 2008 album cover

Mission The Last War 2008 Album Details

Hayat Asif
None
None
Nirmal Pandey, Aruna Irani, Raza Murad, Amrish Puri, Suchi Kumar, Yunus Parvez,

album songs
Mere Seene Ki Betaabiyaan
Singer : None

Mere Seene Ki Betaabiyaan Lyrics

Song Title = Mere Seene Ki Betaabiyan
Movie/Album = Mission The Last War (2008)

Mp3 Song Lyrics

((aa aa aa
mere seene ki betaabiyon ka, meri aankhon ki bekhaabiyon ka
ae hawa, (ae hawa unako paigaam dena, paigaam dena -2)

woh mere, haan woh mere pyaar ki odhani mein
chhupake baithe hai -2 yun bandagi main
ae hawa, ae hawa, ae hawa, ae hawa
ae hawa unake kadamon ko chhuke mere sajado ka (inaam dena -2)
mere sajado ka inaam dena, inaam dena
ae hawa unako paigaam dena, paigaam dena

koi chupake se le aaya baadal, saj gaya meri aankhon mein kaajal- (2)
ae hawa, ae hawa, ae hawa, ae hawa
ae hawa unaki raaton ko chhuke, nindein lutane ka (iljaam dena -2)
nindein lutane ka iljaam dena, iljaam dena
ae hawa unako paigaam dena, paigaam dena

dil mera haan dil mera maahtaabi huwa hai
jab se mausam, haay jab se mausam sharaabi huwa hai
ae hawa, ae hawa, ae hawa, ae hawa
ae hawa unaki honton ko chhuke, mere honton ka (ek jaam dena -2)
mere honton ka ek jaam dena, ek jaam dena
ae hawa unako paigaam dena, paigaam dena - (3) ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mere Seene Ki Betaabiyaan

Mere Seene Ki Betaabiyaan is a song from Mission The Last War 2008. It is sung by None. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mission The Last War 2008 album song list for more songs and album details.