Mere Samne Wali Khidki Lyrics, Singer & Song Details

Padosan 1968 album cover

Padosan 1968 Album Details

Jyoti Swaroop
Rahul Dev Burman
Rajendra Krishan
Sunil Dutt, Saira Banu, Kishore Kumar, Mehmood

album songs
Mere Samne Wali Khidki
Singer : Kishore Kumar

Mere Samne Wali Khidki Lyrics

Song Title = Mere Samne Wali Khidki
Movie/Album = Padosan 1968
Singer(s) = Kishore Kumar
Music Director = R D Burman
Lyricist = Rajinder Krishan

Mp3 Song Lyrics

((are hai
la la la la la la la la la la la la la lah

hmmm he hee
(mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai) -2
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai

jis roz se dekha hai usko
ham shamaa jalaana bhool gaye
dil thaam ke aise baithe hain
kahin aana jaana bhool gaye
ab aath pahar in aankhon mein
vo chanchal mukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai

(barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye) -2
par uski ek jhalak ko ham
ai husn ke maalik taras gaye
kab pyaas bujhegi aankhon ki
din raat ye dukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mere Samne Wali Khidki

Mere Samne Wali Khidki is a song from Padosan 1968. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Padosan 1968 album song list for more songs and album details.