Mere Pehlu Mein Lyrics, Singer & Song Details

Rustom E Hind 1965 album cover

Rustom E Hind 1965 Album Details

Kedar Kapoor
Hansraj Behl
Qamar Jalalabadi
Mumtaz, Dara Singh, Bihari

album songs
Mere Pehlu Mein
Singer : Mohammed Rafi

Mere Pehlu Mein Lyrics

Song Title = Mere Pehlu Mein
Movie/album = Rustom E Hind 1965
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Hansraj Behl
Director = Kedar Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((Mere pehlu mein aa ke baitho
Khuda ke waste
Ishaq ko phir gale laga lo
Khuda ke waste
Mere pehlu mein aa ke baitho
Khuda ke waste
Aa bhi jao yu dil na jalao
Haye meri jan

Lakho arma tere huzur
Main laya hu aaj main
Lakho arma tere huzur
Main laya hu aaj main
Sau kadam chal ke teri
Raho mein aaya hu aaj main
Do kadam tum bhi chal ke aao
Khuda ke waste
Mere pehlu mein aa ke baitho
Khuda ke waste

Maine tumhara kya bigada hai
Tumne dil hi diya hai na
Tumne chaha hai
Mera dil mujh ko chhod kar
Bana tera o najmi
Mera dil mujh ko chhod kar
Bana tera o najmi
Teri thokar bahaut haseen hai
Lekin o majbi sisa patthar
Se yu na todo
Khuda ke waste
Mere pehlu mein aa ke baitho
Khuda ke waste

Kyu satate ho zalim main kaha jau
Tuhare siwa mera kaun hai
Mere saki main aaj aaya hu
Dar ke samne
Mere saki main aaj aaya hu
Dar ke samne
Hoth pyase hai main ka
Pyala nazar ke samne
Ya pila do ya mar dalo
Khuda ke waste
Mere pehlu mein aa ke baitho
Khuda ke waste
Mere pehlu mein aa ke baitho
Khuda ke waste
Mere pehlu mein aa ke baitho
Khuda ke waste..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Pehlu Mein

Mere Pehlu Mein is a song from Rustom E Hind 1965. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Hansraj Behl. Read the lyrics above and view the Rustom E Hind 1965 album song list for more songs and album details.