Mere Peer Hove Se Lyrics, Singer & Song Details

Zakhmi Dil 1982 album cover

Zakhmi Dil 1982 Album Details

Raju Subramaniam
Vedpal
Mahendra Dehlvi
Ashwini Bhave, Akshay Kumar, Ravi Kishan

album songs
Mere Peer Hove Se
Singer : Dilraj Kaur, Savita Suman

Mere Peer Hove Se Lyrics

Song Title = Mere Peer Hove Se
Movie/Album = Zakhmi Dil 1982
Singer = Dilraj Kaur, Savita Suman
Song Lyricists = Mahendra Dehlvi
Music Director = Vedpal

Mp3 Song Lyrics

((mere peed peed, mere peed hove se
mere peed peed, mere peed hove se
mere peed peed, mere peed hove se
mere peed peed, mere peed hove se
ho tere katthe hove se
ki tere katthe hove se
ho tere katthe hove se
ki tere katthe hove se

mere peed kare thi nathni
koi jaagi man me agni
aisi ho gai chhati chhalni
ki main jal gai pagal hirni
ho mere peed peed, mere peed hove se
ho mere peed peed, mere peed hove se
ho tere katthe hove se
ki tere katthe hove se

mere peed karai thi fasli
ri main vaidh bulau asli
bairi vaidh ji nikle nakli
saari pudiya mane chakhli
ho mere peed peed, mere peed hove se
ho mere peed peed, mere peed hove se
ho tere katthe hove se
ki tere katthe hove se

mere hove peed kamar ki
main hu chhori rang nagar ki
ho dildaaro ne bahiya pakdi
main to gai thi mele darti
ho mere peed peed, mere peed hove se
ho mere peed peed, mere peed hove se
ki tere katthe hove se
ki tere katthe hove se

mere peed hove anjani
usne man ki ek na jaani
aisi aai dekh jawani
hum ka chhail kare nadani
mere peed peed, mere peed hove se
mere peed peed, mere peed hove se
ki tere katthe hove se
ki tere katthe hove se

hove peed jigar me mere
manne raste ke bich ghere
kahta aa mitra ka dere
kate jawenge dukh tere
ho mere peed peed, mere peed hove se
mere peed peed, mere peed hove se
ki tere katthe hove se
ki tere katthe hove se

mere peed kare thi anguli
main to ban gai bilkul pagli
udti firu main jaise titli
dil ka haal na jaane jungli
mere peed peed, mere peed hove se
ki mere peed peed, mere peed hove se
ho mere peed peed, mere peed hove se
ki mere peed peed, mere peed hove se ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Mere Peer Hove Se

Mere Peer Hove Se is a song from Zakhmi Dil 1982. It is sung by Dilraj Kaur, Savita Suman. Lyrics are credited to Mahendra Dehlvi. Music information: Vedpal. Read the lyrics above and view the Zakhmi Dil 1982 album song list for more songs and album details.