Mere Peechhe Ek Ladki Lyrics, Singer & Song Details

Banarasi Babu 1973 album cover

Banarasi Babu 1973 Album Details

Shankar Mukherjee
Anandji, Kalyanji
Rajendra Krishan
Dev Anand, Rakhee Gulzar, Yogeeta Bali

album songs
Mere Peechhe Ek Ladki
Singer : Kishore Kumar

Mere Peechhe Ek Ladki Lyrics

Song Lyrics Title = Mere Peeche Ek Ladki
Song Lyrics Movie = Banarasi Babu
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Shankar Mukherjee
Music Label = Polydor Music

Mp3 Song Lyrics

((Mere piche ek ladki, ek ladaki pagali si aawara
Titali si, ghum rahi hai ghum rahi hai
Dil de du isko mai kaise
Mere piche ek ladki, ek ladaki pagali si aawara
Titali si, ghum rahi hai ghum rahi hai
Dil de du isko mai kaise
Mere piche ek ladki

Hey hey he haye dil ki dushaman jaan ki dushaman
Dil ki dushaman jaan ki dushaman
Ye bhi na samjaye,
Kyo shaye hi trah mere peeche peeche aaye

Mai ladka sida sada kya jaanu iska iraada
Muh se to ye kuch na bhole
Aanko se bhole jayada
Mere piche ek ladki
Ek ladaki pagali si aawara
Titali si, ghum rahi hai ghum rahi hai
Dil de du isko mai kaise
Mere piche ek ladki

Are diwani se pyaar kre to
Are diwani se pyaar kre to
Diwane kahlaye, baho me aa jaye to
Sayad hum maan bhi jaye

Ae mousam mast gulabi ru ru ru
Ae mousam mast gulabi
Dil kaise ho na sharabi
Pyar jara sa karle to isme kon hai kharabi

Mere piche ek ladki, ek ladaki pagali si aawara
Titali si, ghum rahi hai ghum rahi hai
Dil de du isko mai kaise
Mere piche ek ladki, ek ladaki pagali si aawara
Titali si, ghum rahi hai ghum rahi hai
Dil de du isko mai kaise
Mere piche ek ladki...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mere Peechhe Ek Ladki Video

About Mere Peechhe Ek Ladki

Mere Peechhe Ek Ladki is a song from Banarasi Babu 1973. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Banarasi Babu 1973 album song list for more songs and album details.