Mere Pairon Mein Ghunghroo Lyrics, Singer & Song Details

Sanghursh 1968 album cover

Sanghursh 1968 Album Details

Harnam Singh Rawail
Naushad
Shakeel Badayuni
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Balraj Sahni, Sanjeev Kumar

album songs
Mere Pairon Mein Ghunghroo
Singer : Mohammed Rafi

Mere Pairon Mein Ghunghroo Lyrics

Song Lyrics Title = Mere Pairon Mein Ghunghroo
Song Lyrics Movie = Sunghursh (1968)
Singer = Mohammed Rafi
Music Director = Naushad
Lyricist = Shakeel Badayuni

Mp3 Song Lyrics

((dil paayaa albelaa maine tabeeyat meri rangeeli
haay aaj khushi mein maine bhaiyya
thodi si bhang pi lee ha ha ha ha

haay mere pairon mein haay
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo
bandhaa de to phir meri chaal dekh le
zaraa jam ke bhaiyyaa mohe laali chunar
mohe laali chunariyaa odhaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le kyaa chaal hai tori
zaraa jhoom le gori

a-haa, waah

haule dole kisi ki nathni jhoome kisi kaa jhumkaa
har pari dil thaam le apnaa aisaa lagaun thumka
kaise bhalaa jab ho kisi ki byaah sagaayi
meri jawaani le angdaayi meri jawaani le angdaayi
koyi meri haay haay, koyi meri bhi shaadi karaa de
to phir meri chaal dekh le
mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le

koyi ghoonghat waali mere dil pe chalaaye chhuriyaan
koyi nainon waali chhode nainon se phuljhadiyaan
roop hain laakhon aur ik dil hai aape mein rahna bhi mushkil hai
aape mein rahanaa bhi mushkil hai
koyi ankhiyon haay haay koyi ankhiyon se daaru pilaa de
to phir meri chaal dekh le zara nain milaa ke
zara dil lagaa ke

ek najar se dil bharmaye dooji se le jaaye
teeji najar tu aisi maare jo dekhe lut jaaye
saari duniyaa tujhpe deewaani main bhi to dekhoon teri jawaani
main bhi to dekhoon teri jawaani zaraa mukhde hoy hoy
zaraa mukhde se ghunghtaa hataa de to phir meri chaal dekh le
mohe laali chunar mohe laali chunariyaa odhaa de
to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghunghroo bandhaa de
to phir meri chaal dekh le..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Pairon Mein Ghunghroo

Mere Pairon Mein Ghunghroo is a song from Sanghursh 1968. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad. Read the lyrics above and view the Sanghursh 1968 album song list for more songs and album details.