Mere Naino Me Koi Aaya Lyrics, Singer & Song Details

Nili 1950 album cover

Nili 1950 Album Details

Ratilal Hemchand Punatar
Mohinder Singh Sarna
Surjeet Sethi
Dev Anand, Suraiya, Agha, Dulari, Shyama, Cuckoo

album songs
Mere Naino Me Koi Aaya
Singer : Shamshad Begum

Mere Naino Me Koi Aaya Lyrics

Song Title = Mere Naino Me Koi Aaya
Movie/album = Nili (1950)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Surjeet Sethi
Music Director = Mohinder Singh Sarna
Director = Ratilal Hemchand Punatar

Mp3 Song Lyrics

((Mere naino mein koi aaya
Mere naino mein koi aaya
La la la la la
Mere naino mein koi aaya
La la la la la
Zum zum uthi meri duniya
Nache jamna nache jamna
Mera dil mausam mein
Zum zum ke gaya
La la la la la
Mera dil mausam mein
Zum zum ke gaya
La la la la la
Mere naino mein koi aaya
Mere naino mein koi aaya
La la la la la

Ab re bahar chha gaya
Ho ho ho dil ka karar aa gaya
Ab re bahar chha gaya
Ho ho ho dil ka karar aa gaya
Meri umeedon pe dil ko nikhar aa gaya
Meri umeedon pe dil ko nikhar aa gaya
Nikhar aa gaya
Pyar mein raah tu laya
Pyar mein raah tu laya
La la la la la
Mere naino mein koi aaya
La la la la la

Chori se mulaqat ho
Ho pyar ki yu baat ho
Chori se mulaqat ho
Ho pyar ki yu baat ho
Meri chhupe na kabhi
Zindagi niras ho
Meri chhupe na kabhi
Zindagi niras ho
Na kabhi niras ho
Pyar mera muskuraya
Pyar mera muskuraya
La la la la la
Mere naino mein koi aaya
La la la la la
Zum zum uthi meri duniya
Nache jamna nache jamna
Mera dil mausam mein
Zum zum ke gaya
La la la la la
Mera dil mausam mein
Zum zum ke gaya
La la la la la
Mere naino mein koi aaya
Mere naino mein koi aaya
La la la la la.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Naino Me Koi Aaya

Mere Naino Me Koi Aaya is a song from Nili 1950. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Surjeet Sethi. Music information: Mohinder Singh Sarna. Read the lyrics above and view the Nili 1950 album song list for more songs and album details.