Mere Naina Kafir Hogaye Lyrics, Singer & Song Details

Dolly Ki Doli 2015 album cover

Dolly Ki Doli 2015 Album Details

Abhishek Dogra
Sajid Ali, Wajid Ali
Rakesh Kumar
Malaika Arora, Mohammed Zeeshan Ayyub, Sonam Kapoor

album songs
Mere Naina Kafir Hogaye
Singer : Rahat Fateh Ali Khan

Mere Naina Kafir Hogaye Lyrics

Song Lyrics Title = Mere Naina Kafir Hogaye
Song Lyrics Movie = Dolly Ki Doli 2015
Singer = Rahat Fateh Ali Khan
Music = Sajid-Wajid
Lyrics = Kumaar
Music On = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Na sajde mein dil, na ibaadat mein dil hai
Bas aajkal to bagaawat mein dil hai

Hmm na sajde mein dil, na ibaadat mein dil hai
Bas aajkal to bagaawat mein dil hai
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne Khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galiyon ke musafir ho gaye (2)

Mujh mein sab kuch tera
Na hai ab kuch mera..
Hoke judaa saare jahaan se
Ik teri ore chali meri saansein
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne Khuda se

Mere naina kafir ho gaye, ho gaye
Teri galiyon ke musafir ho gaye

Main jo moondu palkein
Sapne tere dhadkein
Tu hi bataa.. ab tujhe paake
Jaayein kahaan hum tere paas aake
Teri wajah se, teri wajah se
Munh pher baithe hain apne Khuda se

Mere naina kafir hogaye, hogaye
Teri galiyon ke musafir hogaye (2)

Naina... aa......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Naina Kafir Hogaye

Mere Naina Kafir Hogaye is a song from Dolly Ki Doli 2015. It is sung by Rahat Fateh Ali Khan. Lyrics are credited to Rakesh Kumar. Music information: Sajid Ali, Wajid Ali. Read the lyrics above and view the Dolly Ki Doli 2015 album song list for more songs and album details.