Mere Naam Ka Chala Hai Lyrics, Singer & Song Details

Jaggu 1952 album cover

Jaggu 1952 Album Details

Jagdish Sethi
Om Prakash Sonik, Master Sonik
Vishweshwar Sharma
Kamal Kapoor, Ram Mohan, Nanda

album songs
Mere Naam Ka Chala Hai
Singer : Asha Bhosle

Mere Naam Ka Chala Hai Lyrics

Song Title = Mere Naam Ka Chala Hai
Movie/Album = Jaggu (1952)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Vishweshwar Sharma
Music Composer = Om Prakash Sonik, Master Sonik
Director = Samir Ganguly
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham

Mere naam ka chala hai ye zam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham
Ho koi aaye hath bhadaye
Darta hai kyu ye to hai
Ishq mohabbat ka paigam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham

Pahla dilbar dekha
Maine is duniya me
Naam hai kya jani bolo to zara
Pahla dilbar dekha
Maine is duniya me
Naam hai kya jani bolo to zara
Jagu jagu
Aa surat se to lagte ho
Koi shehjade se
Kam hai kya jani bolo to zara
Kam hai kya jani bolo to zara

Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham
Ho koi aaye hath bhadaye
Darta hai kyu ye to hai
Ishq mohabbat ka paigam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham

Tune ek tamasha
Dekha is mehfil me
Silsila to abhi dekha hi nahi
Tune ek tamasha
Dekha is mehfil me
Silsila to abhi dekha hi nahi
Wo bhi dekhenge
Dekhi hai tune
Meri masum adaye
Jaljala to abhi dekha hi nahi
Jaljala to abhi dekha hi nahi

Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham
Ho koi aaye hath bhadaye
Darta hai kyu ye to hai
Ishq mohabbat ka paigam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Mere Naam Ka Chala Hai

Mere Naam Ka Chala Hai is a song from Jaggu 1952. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Vishweshwar Sharma. Music information: Om Prakash Sonik, Master Sonik. Read the lyrics above and view the Jaggu 1952 album song list for more songs and album details.