Mere Naam Ka Lyrics, Singer & Song Details

Jaggu 1975 album cover

Jaggu 1975 Album Details

Samir Ganguly
Master Sonik
Vishweshwar Sharma
None

album songs
Mere Naam Ka
Singer : Asha Bhosle

Mere Naam Ka Lyrics

Song Title = Mere Naam Ka
Movie/album = Jaggu (1975)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Vishweshwar Sharma
Music Composer = Master Sonik, Om Prakash Sonik

Mp3 Song Lyrics

((Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham

Mere naam ka chala hai ye zam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham
Ho koi aaye hath bhadaye
Darta hai kyu ye to hai
Ishq mohabbat ka paigam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham

Pahla dilbar dekha
Maine is duniya me
Naam hai kya jani bolo to zara
Pahla dilbar dekha
Maine is duniya me
Naam hai kya jani bolo to zara
Jagu jagu
Aa surat se to lagte ho
Koi shehjade se
Kam hai kya jani bolo to zara
Kam hai kya jani bolo to zara

Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham
Ho koi aaye hath bhadaye
Darta hai kyu ye to hai
Ishq mohabbat ka paigam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham

Tune ek tamasha
Dekha is mehfil me
Silsila to abhi dekha hi nahi
Tune ek tamasha
Dekha is mehfil me
Silsila to abhi dekha hi nahi
Wo bhi dekhenge
Dekhi hai tune
Meri masum adaye
Jaljala to abhi dekha hi nahi
Jaljala to abhi dekha hi nahi

Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham
Ho koi aaye hath bhadaye
Darta hai kyu ye to hai
Ishq mohabbat ka paigam
Mere naam ka chala hai ye zam
Jisme dam hai wo le isko tham....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Naam Ka

Mere Naam Ka is a song from Jaggu 1975. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Vishweshwar Sharma. Music information: Master Sonik. Read the lyrics above and view the Jaggu 1975 album song list for more songs and album details.