Mere Munne Tujhko Ye Kissa Lyrics, Singer & Song Details

Shehzaade 1989 album cover

Shehzaade 1989 Album Details

Raj N Sippy
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Shatrughan Sinha, Kimi Katkar, Dimple Kapadia

album songs
Mere Munne Tujhko Ye Kissa
Singer : Anuradha Paudwal

Mere Munne Tujhko Ye Kissa Lyrics

Song Title = Mere Munne Tujhko Ye Kissa
Movie/album = Shehzaade (1989)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Raj N. Sippy

Mp3 Song Lyrics

((Mere munne tujhko ye kissa suna deti hu main
Mere munna tujhko ye kissa suna deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main
Apna gham teri bhi aankho mein basa deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main

Jaan dekar jaan se pyara banaungi tujhe
Jaan dekar jaan se pyara banaungi tujhe
Phool sa tu hai main angara banaungi tujhe
Aag nafrat ki tere dil me laga deti hu main
Aag nafrat ki tere dil me laga deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main

Ho chuki barbad main, ho chuki barbad main
Ab aur kuch hona nahi
Ab jamane ko rulana hai mujhe rona nahi
Aaj aankho se sabhi aansu baha deti hu main
Aaj aankho se sabhi aansu baha deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main

Tere dil par likh diya maine us jalim ka naam
Tere dil par likh diya maine us jalim ka naam
Mere dushman se tujhe lena hai mera intkaam,
Mera intkaam
Doodh kya apna lahu tujhko pila deti hu main
Dhood kya apna lahu tujhko pila deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main
Mere munne tujhko ye kissa suna deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main
Teri maa ko kisne mara hai bata deti hu main...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Munne Tujhko Ye Kissa

Mere Munne Tujhko Ye Kissa is a song from Shehzaade 1989. It is sung by Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Shehzaade 1989 album song list for more songs and album details.