Mere Mehbub Kuch Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Hamara Khandan 1988 album cover

Hamara Khandan 1988 Album Details

Anwar Pasha
Laxmikant, Pyarelal
Farooq Qaisar
Rishi Kapoor, Farha Naaz, Kiran Juneja

album songs
Mere Mehbub Kuch Bhi
Singer : Mohammed Aziz

Mere Mehbub Kuch Bhi Lyrics

Song Title = Mere Mehbub Kuch Bhi
Movie/album = Hamara Khandaan (1988)
Singers = Mohammed Aziz
Lyricist = Farooq Qaisar
Music Director = Laxmikant Kudalkar
Film Director = Anwar Pashagoo

Mp3 Song Lyrics

((Mere mehbub kuch bhi ho
Abhi afsana baki hai
Abhi meri wafa ka aakhiri
Nazrana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Mere mehbub kuch bhi ho
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai

Zamana chahe tadpaye
Zamana chahe thukra de
Zamana chahe tadpaye
Zamana chahe thukra de
Ye wada hai ke pure honge
Mere yaar ke wade
Aye shama mat baha aansu
Aye shama mat baha aansu
Abhi parwana baki hai
Aye shama mat baha aansu
Abhi parwana baki hai
Mere mehbub tumhara
Chahne wala abhi
Deewana baki hai

Aaj bhi sath hai chahat
Ka wo ek ek lamha
Hum zuda hoke bhi
Dildar nahi hai tanha
Na tuta hai na tutega
Hamare pyar ka sapna
Na tuta hai na tutega
Hamare pyar ka sapna
Paro pe leke uad jayega
Ek din aashiya apna
Bala se bag ujda hai
Bala se bag ujda hai
Abhi virana baki hai
Bala se bag ujda hai
Abhi virana baki hai
Mere mehbub tumhara
Chahne wala abhi
Deewana baki hai

Jo chahat de nahi sakte
Wo kaise chhin sakte hai
Jo chahat de nahi sakte
Wo kaise chhin sakte hai
Mere malik tere bande
Yaha takdir likhte hai
Sitam to kar chuki duniya
Sitam to kar chuki duniya
Abhi pachhtana baki hai
Sitam to kar chuki duniya
Abhi pachhtana baki hai
Mere mehbub tumhara
Chahne wala abhi
Deewana baki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baki hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Mehbub Kuch Bhi

Mere Mehbub Kuch Bhi is a song from Hamara Khandan 1988. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Farooq Qaisar. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Hamara Khandan 1988 album song list for more songs and album details.