Mere Mehboob Ki Lyrics, Singer & Song Details

Salaami 1994 album cover

Salaami 1994 Album Details

Shahrukh Sultan
None
None
Ayub Khan, Samyukta, Roshini Jaffery, Kabir Bedi, Saeed Jaffrey, Goga Kapoor

album songs
Mere Mehboob Ki
Singer : Kumar Sanu

Mere Mehboob Ki Lyrics

Song Title = Mere Mehboob Ki
Movie/album = Salaami (1994)
Singer(s) = Kumar Sanu

Mp3 Song Lyrics

((Khoobsurat hai voh, dil ka mehmaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2
Thodi masoom hai, thodi nadaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2
Khoobsurat hai voh, dil ka mehmaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2

(Ek din voh mili, muskuraake gayi
Dard-e-dil mere dil mein jagaake gayi) - 2
Voh haseen dilrooba dil churaake gayi
Meri chaahat hai voh, mera armaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2

(Ajnabi do dilon ki mulaqaat thi
Bas ghadi do ghadi voh mere saath thi) - 2
Keh naa paaya tha main dil mein jo baat thi
Jaanti hai magar mujhse anjaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2

(Gar kabhi phir mili to bataaoonga main
Haal-e-dil us haseen ko sunaaoonga main) - 2
Umr bhar naa usse bhool paaoonga main
Voh mera chain hai, voh meri jaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2
Khoobsurat hai voh, dil ka mehmaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai..)) - 2

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Mehboob Ki

Mere Mehboob Ki is a song from Salaami 1994. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Salaami 1994 album song list for more songs and album details.