Mere Man Ke Aangan Mein Lyrics, Singer & Song Details

Biwi 1950 album cover

Biwi 1950 Album Details

Kishore Sharma
Mohammed Zahur Khayyam
Wali Sahab
Al Nasir, Pran, Mumtaz Shanti

album songs
Mere Man Ke Aangan Mein
Singer : Asha Bhosle

Mere Man Ke Aangan Mein Lyrics

Song Title = Mere Man Ke Angan Mein
Movie/album = Biwi (1950)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Wali Sahab
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Kishore Sharma
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mere man ke angan mein chaand chamka
Aa haan ji chaand chamka
Beet gaya hai zamana dekho dekho ji
Aaj mere unka aa haan ji chaand chamka
Mere man ke angan mein chaand chamka
Aa haan ji chaand chamka
Beet gaya hai zamana dekho dekho ji
Aaj mere unka aa haan ji chaand chamka

Meri feeki feeki
Meri feeki feeki ratiyon mein
Meethe meethe sapne samane lage
Meri bhigi bhigi akhiyon ko
Khushiyon ke geet sunane lage
Meri feeki feeki
Meri feeki feeki ratiyon mein
Meethe meethe sapne samane lage
Meri bhigi bhigi akhiyon ko
Khushiyon ke geet sunane lage ho
Main pakdungi haath apne balam ka
Beet gaya hai zamana dekho dekho ji
Aaj mere unka aa haan ji chaand chamka

Dekho dekhoji
Dekho dekhoji humare ghar
Naya naya mehmaan aayega
Naya naya mehmaan aayega
Naya naya mehmaan aayega
Laakho naye naye armaan laayega
Armaan laayega
Aaya aaya hai zamana aa haan aahaan ji
Chham chham ka
Beet gaya hai zamana dekho dekho ji
Aaj mere unka aa haan ji chaand chamka

Meri suni suni bagiyan mein phool khilenge
Phool khilenge jise dhundh dhundh ke
Mujhe aan milegi mujhe aan milegi
Ho meri suni suni bagiyan mein phool khilenge
Phool khilenge jise dhundh dhundh ke
Mujhe aan milegi mujhe aan milegi
Ho phir jaage ga sitara aur
Banega sahaara mere dam ka
Beet gaya hai zamana dekho dekho ji
Aaj mere unka aa haan ji chaand chamka
Mere man ke angan mein chaand chamka
Aa haan ji chaand chamka
Beet gaya hai zamana dekho dekho ji...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Man Ke Aangan Mein

Mere Man Ke Aangan Mein is a song from Biwi 1950. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Wali Sahab. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Biwi 1950 album song list for more songs and album details.