Mere Lalla Ko Sulaayegi Male Lyrics, Singer & Song Details

Suhagan 1954 album cover

Suhagan 1954 Album Details

Anant Mane
C. Ramchandra, Vasant Desai
Ehsan Rizvi
Jaswant, Geeta Bali, Sulochana, Vijay Laxmi, Jankidas

album songs
Mere Lalla Ko Sulaayegi Male
Singer : Talat Mahmood

Mere Lalla Ko Sulaayegi Male Lyrics

Song Title = Mere Lalla Ko Sulaayegi Male
Movie/album =Suhaagan (1954)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Ehsan Rizvi
Music Director = C. Ramchandra, Vasant Desai
Director = Anant Mane

Mp3 Song Lyrics

((Bata do tum kaha ho
Bin tere ab awaz de do jaha ho
Bhala jindagi me koi jindagi hai
Ke dil ro raha hai aag ka malik waha ho

Mere lalla ko sulayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya
Dhundhega bachpan mamta ki chaya
Dhundhega bachpan mamta ki chaya
Lau kaha se jo kuch gawaya
Lau kaha se jo kuch gawaya
Ruthe hue ko manayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya

Bhagwan anuthe sapne dikhaye
Bhagwan anuthe sapne dikhaye
Phulo me bhi tune kate chupaye
Kate chupaye
Kato pe kaise aayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya

Aankho me jiske aasu shamaye
Aankho me jiske aasu shamaye
Jiwan bhar usko nind na aaye
Jiwan bhar usko nind na aaye
Aao ji tumko aayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya
Ankhiyo me ghul jayegi nindiya ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mere Lalla Ko Sulaayegi Male

Mere Lalla Ko Sulaayegi Male is a song from Suhagan 1954. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Ehsan Rizvi. Music information: C. Ramchandra, Vasant Desai. Read the lyrics above and view the Suhagan 1954 album song list for more songs and album details.