Mere Khwab Bhi Kaminey Lyrics, Singer & Song Details

Kaminey 2009 album cover

Kaminey 2009 Album Details

Vishal Bhardwaj
Vishal Bhardwaj
Gulzar
Shahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amole Gupte

album songs
Mere Khwab Bhi Kaminey
Singer : Vishal Bhardwaj

Mere Khwab Bhi Kaminey Lyrics

Song Title = Mere Khwab Bhi Kaminey
Movie/Album = Kaminey (2009)
SINGER = Vishal Bhardwaj
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer = Vishal Bhardwaj

Mp3 Song Lyrics

((Kya Kare Zindagi Isko Hum Jo Mile
Iski Jaan Kha Gaye, Raat Din Ke Gile) - 2
Raat Din Gile?
Meri Aarzoo Kamini, Mere Khwab Bhi Kaminey
Ek Dil Se Dosti Thi, Yeh Huzoor Bhi Kaminey
Kya Kare Zindagi Isko Hum Jo Mile
Iski Jaan Kha Gaye, Raat Din Ke Gile?

(Kabhi Zindagi Se Maanga, Pinjre Mein Chaand La Do
Kabhi Laanten Deke, Kaha Aasmaa Pe Taango) ? 2
Jeene Ke Sab Kareene The Hamesha Se Kaminey
Kaminey Kaminey Kaminey Kaminey
Meri Daastaan Kamini, Mere Raasten Kaminey
Ek Dil Se Dosti Thi, Yeh Huzoor Bhi Kaminey

Jiska Bhi Chehra Cheela, Andar Se Aur Nikla
Masoom Sa Kabootar Naacha To More Nikla
Kabhi Hum Kaminey Nikle, Kabhi Doosre Kaminey
Kaminey Kaminey Kaminey Kaminey
Meri Dosti Kamini, Mere Yaar Bhi Kaminey
Ek Dil Se Dosti Thi, Yeh Huzoor Bhi Kaminey ...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Khwab Bhi Kaminey

Mere Khwab Bhi Kaminey is a song from Kaminey 2009. It is sung by Vishal Bhardwaj. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Kaminey 2009 album song list for more songs and album details.