Mere Hathon Mein Lage Lyrics, Singer & Song Details

Tumhare Liye 1978 album cover

Tumhare Liye 1978 Album Details

Basu Chatterjee
Jaidev Verma
Naqsh Lyallpuri
Sanjeev Kumar, Vidya Sinha, Ashok Kumar

album songs
Mere Hathon Mein Lage
Singer : Asha Bhosle

Mere Hathon Mein Lage Lyrics

Song Title = Mere Hathon Me Lage
Movie/Album = Tumhare Liye (1978)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Composer = Jaidev Verma
Director = Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Mere hatho me
Lage to rang lal
Mehandi tere nam ki
Mere hatho me lage to rang lal
Mehandi tere nam ki
Piya mange re
Piya mange re mange re
Meri mang lali tose shyam ki

Gori nadiya ka
Gora badan jhume
Tujhe dekhe to
Thandi pavan jhume
Gori nadiya ka
Gora badan jhume
Tujhe dekhe to
Thandi pavan jhume
Chudi chanke jaise
Koi geet milan ka gaye
Chan chan karti payal tujhko
Apne pas bulaye
Piya mange re
Piya mange re mange re
Meri mang lali tose shyam ki
Mere hatho me lage to rang lal
Mehandi tere nam ki

Jane kabse mai
Dekhu yahi sapna
Rahu banke
Dulhaniya tere angana
Jane kabse mai
Dekhu yahi sapna
Rahi banke
Dulhaniya tere angana
Mere tan ki dali
Teri baho me khil jaye
Jhum uthi mathe ki bindiya
Tu jo ang lagaye
Piya mange re
Piya mange re mange re
Meri mang lali tose shyam ki
Mere hatho me lage to rang lal
Mehandi tere nam ki....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Hathon Mein Lage

Mere Hathon Mein Lage is a song from Tumhare Liye 1978. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Jaidev Verma. Read the lyrics above and view the Tumhare Liye 1978 album song list for more songs and album details.