Mere Haath Mein Lyrics, Singer & Song Details

Fanaa 2006 album cover

Fanaa 2006 Album Details

Kunal Kohli
Jatin Lalit
Prasoon Joshi
Aamir Khan, Kajol, Rishi Kapoor

album songs
Mere Haath Mein
Singer : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan

Mere Haath Mein Lyrics

Song Lyrics Titie = Mere Haath Mein
Song Lyrics Movie = Fanaa (2006)
Singer(s) = Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Aamir Khan, Kajol
Music Director(s) = Jatin,Lalit
Lyricist(s) = Prasoon Joshi

Mp3 Song Lyrics

((Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath

Ho - 2
tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun

Fanaa
mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath

Ho
tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun

Fanaa
mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath

Ho

tere Dil Mein Meri Saanson Ko Jagah Mil Jaaye
tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye
jitne Paas Hain Khushbu Saans Ke
jitne Paas Hothon Ke Sargam
jaise Saath Hain Karvat Yaad Ke
jaise Saath Baahon Ke Sangam
jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar
utni Paas Tu Rehna Hamsafar
tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath

Ho

rone De Aaj Hamko Do Aankhen Sujaane De
baahon Mein Lene De Aur Khud Ko Bheeg Jaane De
hain Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jaayega
hain Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega
jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hain Raaz
jitne Paas Bundon Ke Baadal
jaise sahaq Sa Chanda Ke Hain Raat
jitne Paas Nainon Ke Kaajal
jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar
utne Paas Tu Rehna Hamsafar
tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath

Ho

adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhooren Ham
magar Ab Chaand Poora Hain Falak Pe Aur Ab Pooren Hain Ham))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Haath Mein

Mere Haath Mein is a song from Fanaa 2006. It is sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Prasoon Joshi. Music information: Jatin Lalit. Read the lyrics above and view the Fanaa 2006 album song list for more songs and album details.