Mere Dil Ne Jo Maanga Lyrics, Singer & Song Details

Rakhwala 1971 album cover

Rakhwala 1971 Album Details

Adurthi Subba Rao
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Indeevar
Dharmendra, Leena Chandavarkar, Vinod Khanna

album songs
Mere Dil Ne Jo Maanga
Singer : Lata Mangeshkar

Mere Dil Ne Jo Maanga Lyrics

Song Title = Mere Dil Ne Jo Maanga
Movie/album = Rakhwala (1971)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Adurthi Subba Rao

Mp3 Song Lyrics

((Mere dil ne jo manga mil gaya
Mere dil ne jo manga mil gaya
Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Mere dil ne jo manga mil gaya
Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa

Mooh chupakar gaya hai andhera, mere jeevan ka aaya sawera
Mooh chupakar gaya hai andhera, mere jeevan ka aaya sawera
Aaj kadamon mein jhukane laga aasamaa
Aaj kadamon mein jhukane laga aasamaa
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Mere dil ne jo manga mil gaya
Maine jo kuch bhi chaha mil gaya
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa

Dheere dheere mere sapane ek naya rang aankho mein laaye
Meethe meethe koi nagamein dil ki veeraan vaadi mein gaaye
Dekhte dekhte kaisa badala sama
Dekhte dekhte kaisa badala sama
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Mere dil ne jo manga mil gaya
Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa

Ye naya mod hai zindagi ka chha raha hai nasha bekhudi ka
Ye naya mod hai zindagi ka chha raha hai nasha bekhudi ka
Ab to phoolon mein hoga mera aashiyaan
Ab to phoolon mein hoga mera aashiyaan
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa
Mere dil ne jo manga mil gaya
Maine jo kuchh bhi chaha mil gaya
Ho gayi pyaar ki har tamanna tamanna jawaa..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Dil Ne Jo Maanga

Mere Dil Ne Jo Maanga is a song from Rakhwala 1971. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anandji, Kalyanji Virji Shah. Read the lyrics above and view the Rakhwala 1971 album song list for more songs and album details.