Mere Dil Mein Lage Hai Lyrics, Singer & Song Details

Dilbar 1994 album cover

Dilbar 1994 Album Details

B. Krishna Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Mamta Kulkarni, Rishikesh Raj, Nawaz Khan

album songs
Mere Dil Mein Lage Hai
Singer : Kavita, Kumar Sanu

Mere Dil Mein Lage Hai Lyrics

Song Title = Mere Dil Mein Lage Hai
Song Lyrics Movie = Dilbar
Singers = Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant, Pyarelal
Director = B. Krishna Rao

Mp3 Song Lyrics

((Mere dil mein lage hai
Oo sanam tere pyar ke mele
Jina hai sang tere
Jina hai sang tere
Mujhe jina nahi akele
Mere dil mein lage hai
Oo sanam tere pyar ke mele
Jina hai sang tere
Jina hai sang tere
Mujhe jina nahi akele
Mere dil mein lage hai oo sanam

Jab se mile tum se naina
Jab se mile tum se naina
Mushkil huya tum bin rahna
Sach hai logo ka kahna
Pyar kare woh pagal
Jo jaan se apni khele
Jina hai sang tere
Mujhe jina nahi akele
Mere dil mein lage hai
Oo sanam tere pyar ke mele
Mere dil mein lage hai oo sanam

Nata tere sath joda
Sare zamane ko chhoda
Ho nata tere sath joda
Sare zamane ko chhoda
Sari rashmo ko toda
Ho chun liya sathi maine
Hatho mein hath tu le le
Ho jina hai sang tere
Mujhe jina nahi akele
Mere dil mein lage hai
Oo sanam tere pyar ke mele
Mere dil mein lage hai oo sanam

Main ghum ki ek dasta hu
Main ghum ki ek dasta hu
Tu phul hai main dhuya hu
Main tere layak kaha hu
Arey dekha nahi koi tujhsa
Dekha nahi ho koi tujhsa
Sajan mere albele
Ho jina hai sang tere
Mujhe jina nahi akele
Mere dil mein lage hai
Oo sanam tere pyar ke mele

Jina hai sang tere
Oo jina hai sang tere
Mujhe jina nahi akele
Mere dil mein lage hai oo sanam..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Dil Mein Lage Hai

Mere Dil Mein Lage Hai is a song from Dilbar 1994. It is sung by Kavita, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dilbar 1994 album song list for more songs and album details.