Mere Dil Mein Aaj Kya Lyrics, Singer & Song Details

Daag 1973 album cover

Daag 1973 Album Details

Yash Chopra
Laxmikant, Pyarelal
Sahir Ludhianvi
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Rakhee Gulzar

album songs
Mere Dil Mein Aaj Kya
Singer : Kishore Kumar

Mere Dil Mein Aaj Kya Lyrics

Song Title = Mere Dil Mein Aaj Kya
Movie/Album Name = DAAG
Singer(s) = KISHORE KUMAR
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Director = Yash Chopra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Maein Bataa Doon
Teri Zulf Phir Sawaaroon Teri Maang Phir Sajaa Doon
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Maein Bataa Doon

Mujhe Devtaa Banaakar Teri Chaahaton Ne Puja
Mera Pyar Keh Raha Hai, Maein Tujhe Khuda Bana Doon
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Maein Bataa Doon


Koi Dhoondne Bhi Aaye To Hamein Na Dhoondh Paaye-2
Tu Mujhe Kahin Chhupa De, Maein Tujhe Kahin Chhupa Doon
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Maein Bataa Doon


Mere Baazuon Mein Aakar Tera Dard Chain Paaye
Tere Gesuon Mein Chhipkar, Maein Jahaan Ke Gham Bhula DooN
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Tu Kahe To Maein Bataa Doon
TER ZULF PHIR SAVARUN
TERI MAAANG MEIN SAJA DUN..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Dil Mein Aaj Kya

Mere Dil Mein Aaj Kya is a song from Daag 1973. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Daag 1973 album song list for more songs and album details.