Mere Dil Mein Aaiye Lyrics, Singer & Song Details

Dholak 1951 album cover

Dholak 1951 Album Details

Roop K. Shorey
Shyam Surender
azi
Ajit, Amir Banu, Kathana

album songs
Mere Dil Mein Aaiye
Singer : Aziz Kashmiri

Mere Dil Mein Aaiye Lyrics

Song lyrics title = Mere dil mein aaye
Song lyrics movie = Dholak 1951
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Aziz Kashmiri
Music Composer = Shyam Sunder
Director = Roop K. Shorey
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chaahe jahaan bas jaayiye
Mere dil me aayiye
Meri nazar mein aayiye

Mere dil se kheliye
Marzi agar hai aapki
Mere dil se kheliye
Marzi agar hai aapki
Aayiye ke meri duniya
Muntazir hai aapki
Aap ko meri kasam
Ab aur na sharmaayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chaahe jahaan bas jaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye

Maar daalegi hamen
Ye berukhi acchi nahi
Acchi nahi
Aapke sar ki kasam
Ye dillagi acchi nahin
Bin kahe aa jaayiye
Ab aur na tadpaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar mein aayiye

Kya khabar hai ye haseen
Raatein rahen ya na rahen
Madbhari aankhon ki barkha
Phir rahein yaa na rahen
Muskuraate aayiye
Muskuraate jaayiye
Donon ghar hain aapke
Donon ghar hain aapke
Chahe jahaan bas jaayiye
Mere dil mein aayiye
Meri nazar me aayiye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Dil Mein Aaiye

Mere Dil Mein Aaiye is a song from Dholak 1951. It is sung by Aziz Kashmiri. Lyrics are credited to azi. Music information: Shyam Surender. Read the lyrics above and view the Dholak 1951 album song list for more songs and album details.