Mere Dil Ko Jalaya Na Lyrics, Singer & Song Details

Gauna 1950 album cover

Gauna 1950 Album Details

Amiya Chakrabarty
Bhagatram Batish, Husnlal
Qamar Jalalabadi
Usha Kiran, Wasti, Anoop Kumar

album songs
Mere Dil Ko Jalaya Na
Singer : Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Mere Dil Ko Jalaya Na Lyrics

Song Title = Mere Dil Ko Jalaya Na
Movie/album = Gauna (1950)
Singers = Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director = Amiya Chakrabarty

Mp3 Song Lyrics

((Mere dil ko jalaya na karo
Mere dil ko jalaya na karo
Mere sang bolte nahi na bolo
Mere sang bolte nahi na bolo
Meri gali mein bhi
Meri gali mein bhi aaya na karo
Mere dil ko jalaya na karo

Badi aayi gali wali
Dekh liya rob tera
Kar chuki sawal gori
Sun lo jawab mera
Gali tere baap ki nahi
Baap ki nahi
Mujhe ankhiya dikhaya na karo
Mujhe ankhiya dikhaya na karo
Mere dil ko jalaya na karo
Mere dil ko jalaya na karo

Achha meri baat suno
Tab tumhe jaane
Ek baat tum mano
Ek hum mane
Gali mein to aao babu ji
Aao babu ji
Mere sapno mein
Aaya na karo
Mere sapno mein
Aaya na karo
Mere dil ko jalaya na karo

Wah wah khub tujhi
Main na kabu aaunga
Gali mein bhi aaunga
Sapno mein bhi aaunga
Jise nahi sath rakhana
Sath rakhana
Use apna banaya na karo
Use apna banaya na karo
Mere dil ko jalaya na karo
Mere dil ko jalaya na karo..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mere Dil Ko Jalaya Na

Mere Dil Ko Jalaya Na is a song from Gauna 1950. It is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Bhagatram Batish, Husnlal. Read the lyrics above and view the Gauna 1950 album song list for more songs and album details.