Mere Devta Mujh Ko Dena Lyrics, Singer & Song Details

Bandhan 1956 album cover

Bandhan 1956 Album Details

Hemchandra Chunder
Hemanta Kumar
Rajendra Krishan
Pradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal

album songs
Mere Devta Mujh Ko Dena
Singer : Lata Mangeshkar

Mere Devta Mujh Ko Dena Lyrics

Song Title = Mere Devta Mujhko Dena
Movie/album = Bandhan (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = Hemchandra Chunder
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut na ye daman tumhara
Mere devta

Tere rashte se hatati hai dunia
Tere rashte se hatati hai dunia
Isharo se mujhko bulati hai dunia
Na dekhu main dunia ka jhutha ishara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut na ye daman tumhara
Mere devta

Siva tere dil mein samaye na koi
Siva tere dil mein samaye na koi
Lagan ka ye deepak bujhaye na koi
Tumhi meri naiya ho tumhi ho kinara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mere Devta Mujh Ko Dena Video

About Mere Devta Mujh Ko Dena

Mere Devta Mujh Ko Dena is a song from Bandhan 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hemanta Kumar. Read the lyrics above and view the Bandhan 1956 album song list for more songs and album details.