Mere Des Mein Pawan Chale Lyrics, Singer & Song Details

Jigri Dost 1969 album cover

Jigri Dost 1969 Album Details

Ravikant Nagaich
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Mumtaz

album songs
Mere Des Mein Pawan Chale
Singer : Mohammed Rafi

Mere Des Mein Pawan Chale Lyrics

Song Title = Mere Des Mein Pawan Chale
Movie/album = Jigri Dost (1969)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director =Laxmikant Pyarelal
Director = Ravikant Nagaich

Mp3 Song Lyrics

((Mere desh ho mere desh
Mere desh mein pawan chale purwai
Ho mere desh mein
Mere desh ko dekhne bhai sari dunia aayi
Mere desh mein ho
Mere desh mein pawan chale purwai
Ho mere desh mein

Jhil mil jhil mil tara chamke
Dag mag dag mag naiya dole
Rim jhim badal barse rama ho
Gun gun gun gun bhawre jhume
Jhar jhar jharne jhume
Chham chham payal baje rama ho
He gaiya nache bansuri bajaye re kanayi
Mere desh mein ho mere desh mein
Mere desh mein pawan chale purwai
Ho mere desh mein

Jiwan apna sundar sapna
Kaun paraya kaun hai apna
Pyar sabhi ka apne dil me ho
Har ek rang ke phul hai khilte
Har majhab ke log hai milte
Is bagiya mein is mahfil me ho
He hum sare hai bharat wasi
Sab hai bhai bhai
Mere desh mein ho
Mere desh mein pawan chale purwai
Ho mere desh mein

Ambua ki dali pe koyal
Geet sunaye komal komal
Mere bag ki kaliyo ke ho
Patjhad mast baharo jaise
Patthar bhi hai taro jaise
Mere gaon ki galiyo ke
Mere khet ki mitti ne
Sone ki surat payi
Mere desh mein ho
Mere desh mein pawan chale purwai
Ho mere desh mein
Mere desh ko dekhne bhai sari dunia aayi
Mere desh mein ho mere desh mein
Mere desh mein pawan chale purwai
Ho mere desh mein....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mere Des Mein Pawan Chale

Mere Des Mein Pawan Chale is a song from Jigri Dost 1969. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Jigri Dost 1969 album song list for more songs and album details.