Mere Daddy Jaise Lyrics, Singer & Song Details

Sangam Ho Ke Rahega 1994 album cover

Sangam Ho Ke Rahega 1994 Album Details

David Dhawan
Anand, Milind Shrivastav
Saawan Kumar Tak
Imran Khan, Ayesha Jhulka

album songs
Mere Daddy Jaise
Singer : Abhijeet Bhattacharya

Mere Daddy Jaise Lyrics

Song Title = Mere Daddy Jaise
Movie/album = Sangam Ho Ke Rahega (1994)
Singers = Abhijeet Bhattacharya
Song Lyricists =Saawan Kumar Tak
Music Director =Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director =David Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((Mere daddy jaise sabke ho daddy
Jo bete ko samje yaar
Mere daddy jaise sabke ho daddy
Jo bete ko samje yaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar

Mere daddy jaise sabke ho daddy
Jo bete ko samje yaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar

Tumne humko padhaya likhaya
Hame jeene ke kaabil banaya
Tumne humko padhaya likhaya
Hame jeene ke kaabil banaya
Ham na bhulenga ehsaan tumhara
Tumne khushiyo se jivan sajaya
Maa ko to dekha nahi
Tumse paaya maa ka dulhaara
Mere daddy jaise sabke ho daddy
Jo bete ko samje yaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar

Jhula tumne jhulaya bachpan mein
Tumhi saadi ka sehra sajana
Jhula tumne jhulaya bachpan mein
Tumhi saadi ka sehra sajana
Jaldi tumko ban dunga dada
Mere bachhe ko bhi tum khilana
Apni masum meethi hasi se
Unka jivan tum pe na sawaar
Mere daddy jaise sabke ho daddy
Jo bete ko samje yaar

Mere daddy jaise sabke ho daddy
Jo bete ko samje yaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar
Is se badhke kyaa hoga pyaar..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mere Daddy Jaise

Mere Daddy Jaise is a song from Sangam Ho Ke Rahega 1994. It is sung by Abhijeet Bhattacharya. Lyrics are credited to Saawan Kumar Tak. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Sangam Ho Ke Rahega 1994 album song list for more songs and album details.