Mere Chail Chabile Lyrics, Singer & Song Details

Neki Aur Badi 1949 album cover

Neki Aur Badi 1949 Album Details

Kidar Nath Sharma
Roshanlal Nagrath
Kidar Nath Sharma
Kidar Sharma, Madhubala, Geeta Bali, Pasi Patel, Uma Dutt, Nazira

album songs
Mere Chail Chabile
Singer : Amirbai Karnataki

Mere Chail Chabile Lyrics

Song Title = Mere Chail Chabile
Movie/album = Neki Aur Badi (1949)
Singers = Amirbai Karnataki
Song Lyricists = Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Director = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director = Kidar Nath Sharma

Mp3 Song Lyrics

((Mere chhail chhabile
Ho mere chhail chhabile
Tere nain rasile
Ho tere nain rasile
Has has kuch batla bhi gaye
Kuch aadhi baat chhupa bhi gaye
Ho tere nain rasile
Mere chhail chhabile
Ho mere chhail chhabile
Ho mere chhail chhabile

Kya sarmaye yeh kya muskaye hai
Kya muskaye hai
Yeh kya muskaye hai
Kya sarmaye yeh kya muskaye hai
Kya muskaye hai
Yeh kya muskaye hai
Kya nirmohi si
Chalaye hai yeh teer
Chalaye hai yeh teer
Chalaye hai
Sagri sudh bisra bhi gaye
Kuch soya dard jaga bhi gaye
Ho tere nain rasile
Mere chhail chhabile
Ho mere chhail chhabile
Ho mere chhail chhabile

Dore dal hath na aaye hai
Hath na aaye hai
Yeh hath na aaye hai
Dore dal hath na aaye hai
Hath na aaye hai
Yeh hath na aaye hai
Chhalak chhalak kar madhu
Barsaye hai yeh madhu
Barsaye hai yeh madhu
Barsaye hai
Man ka kamal
Man ka kamal khila bhi gaye
Aankhon mein aasu la bhi gaye
Ho tere nain rasile
Mere chhail chhabile
Ho mere chhail chhabile
Ho mere chhail chhabile.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mere Chail Chabile

Mere Chail Chabile is a song from Neki Aur Badi 1949. It is sung by Amirbai Karnataki. Lyrics are credited to Kidar Nath Sharma. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Neki Aur Badi 1949 album song list for more songs and album details.