Mere Bina Main Rehna Lyrics, Singer & Song Details

Crook  Its Good To Be Bad 2010 album cover

Crook Its Good To Be Bad 2010 Album Details

Mohit Suri
Pritam Chakraborty
Kumaar
Emraan Hashmi, Neha Sharma, Arjan Bajwa

album songs
Mere Bina Main Rehna
Singer : Nikhil D Souza

Mere Bina Main Rehna Lyrics

Song Lyrics Title = Mere Bina Main Rehna
Song Lyrics Movie = Crook (2010)
Singer = Nikhil D Souza
Music By = Pritam Chakraborty
Lyricist = Kumaar

Mp3 Song Lyrics

((mere bina main rehne laga hoon
teri hawa main behne laga hoon
jane main kaise, tera hua hoon
mujhe toh lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon han
tujhko jo paya aha toh jeena aya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya aha toh jeena aya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyan

pehle se zyada main jee raha hoon
jabse main tere, dil se juda hoon
rahon pe teri, main toh chala hoon
tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon han
tujhko jo paya, tujhko jo paya aha toh jeena aya, jeena aya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya, tujhko jo paya aha toh jeena aya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyan

teri nazar main nayi si ada hai naya sa nasha bhi ghula hai
kayi dino se bandha tha badal jo tere hi balon main khula hai
teri haddon main, meri basar hai ab tujhe bhi, jana kidhar hai
jahan rahe tu, main woh jahan hoon jise jiye tu, main woh sama hoon
teri wajah se, naya naya hoon
pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hoon
tujhko jo paya, tujhko jo paya aha toh jeena aya, jeena aya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyan
tujhko jo paya, tujhko jo paya aha toh jeena aya
ab yeh lamha thehar jaye tham jaye
bas jaye hum dono ke darmiyan..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Mere Bina Main Rehna

Mere Bina Main Rehna is a song from Crook Its Good To Be Bad 2010. It is sung by Nikhil D Souza. Lyrics are credited to Kumaar. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Crook Its Good To Be Bad 2010 album song list for more songs and album details.