Mere Bachchpan Ke Saathi Lyrics, Singer & Song Details

Anmol Ghadi 1946 album cover

Anmol Ghadi 1946 Album Details

Mehboob Khan
Naushad Ali
Tanvir Naqvi
Surendra, Suraiya, Noorjahan

album songs
Mere Bachchpan Ke Saathi
Singer : Noor Jehan

Mere Bachchpan Ke Saathi Lyrics

Song Lyrics Title = Mere bachpan ke saathi
Song Lyrics Movie = Anmol Ghadi 1946
Singers = Noor Jehan
Song Lyricists = Tanvir Naqvi
Music Composer = Naushad Ali
Director = Mehboob Khan


Mp3 Song Lyrics

((Mere bachpan ke saathi
Mujhe bhool naa jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa
Mere bachapan ke saathi
Mujhe bhool na jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Gham furqat ke sah na sakoongi
Sah na sakoongi
Roungi kuchh kah na sakungi
Dushman hai saaraa jahaan
Dushman hai saaraa jahaan
Jaaun kahaan haan
Teri ulfat hai jeene kaa bas ik bahaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Raat guzaarun gin gin taare
Gin gin taare
Kaise aaun paas tumhaare
Tum ho kahin main kahin
Tum ho kahin main kahin
Chain nahin ho
Haaye duniya ne dil kaa
Mere gham na jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa

Koyi dil kaa dard na jaane
Dard na jaane
Apne bhi ab hai begaane
Ro ro ke kahtaa hai dil
Ro ro ke kahtaa hai dil
Aa saajan mil ho
Bas itnaa hi sun le
Meraa hai fasaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa
Mere bachpan ke saathi
Mujhe bhool naa jaanaa
Dekho dekho hanse na
Zamaanaa hanse na zamaanaa..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Mere Bachchpan Ke Saathi Video

About Mere Bachchpan Ke Saathi

Mere Bachchpan Ke Saathi is a song from Anmol Ghadi 1946. It is sung by Noor Jehan. Lyrics are credited to Tanvir Naqvi. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Anmol Ghadi 1946 album song list for more songs and album details.