Mera Yaar Thandedaar Lyrics, Singer & Song Details

18 - 11 A Code Of Secrecy 2014 album cover

18 - 11 A Code Of Secrecy 2014 Album Details

Md. Mohibul Haque
Jaan Nissar Lone
Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi
Rehal Khan, Md. Mehatabul Haque, Bridgette Irani, Gulshan Grover, Prem Chopra, M

album songs
Mera Yaar Thandedaar
Singer : Jaan Nissar Lone, Rani Hazarik

Mera Yaar Thandedaar Lyrics

Song Title = Mera Yaar Thanedaar
Movie/album = 18 - 11 A Code Of Secrecy 2014
Singers = Jaan Nissar Lone, Rani Hazarika
Song Lyricists = Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi
Music Director = Jaan Nissar Lone
Director = Md.Mohibul Haque

Mp3 Song Lyrics

((Ah..
Ah..
Ah..

Daiyaa

Ambiya jawani ke pak jaane de
Phir chakna deewane
Ambiya jawani ke pak jaane de
Phir chakna deewane

Are baali umar mein haath lagaye toh
Bhijwa dungi thaane
Mera yaar..
Haye..
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar

Ambiya jawani ke chaklene de
Sun paagal deewani
Ambiya jawani ke chaklene de
Sun paagal deewani
Arre bali umar ka apna maza hai
Chod yaar nadani
Mujhe dede thoda pyaar
Mujhe dede thoda pyaar
Mujhe dede thoda pyaar
Mujhe dede thoda pyaar

Hmm.
Ay..
Hmm..
Arre beech bajariya ched na mujhko
O majnu ke pote
Beech bajariya ched na mujhko
O majnu ke pote
Jaan gaya gar meri haqikat
Udd jayenge tote
Mere naam ka charcha hai
Saari duniya mein shaane
Meri wajah se tapak gaya
Saala johnny gaddar

Mera yaar..
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar yaar yaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar

Aa..
Tu roop nagar ki roopa hai..
Jisne lakhon ko loota hai..
Tere naazo nazakat ke sadke
Kitno ka hi dil tuta hai

Ha..aa
Deewano ki teekkhi nazariya
Tan mein aag lagaye
Dekh pataka mast kamariya
Sabka man lalchaye
Par main jiski deewani hoon
Jaan liye har koi
Par main jiski deewani hoon
Jaan liye har koi
Robinhood ke jaisa hai
Jigra uska damdaar

Mera yaar
Haye..
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar

Ambiya jawani ke pak jaane de
Phir chakna deewane
Ambiya jawani ke pak jaane de
Phir chakna deewane

Are baali umar mein haath lagaye toh
Bhijwa dungi thaane
Mera yaar..
Haye..
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar
Mera yaar thanedaar

Mujhe dede thoda pyaar
Mujhe dede thoda pyaar
Mera yaar thanedaar
Haye.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Yaar Thandedaar

Mera Yaar Thandedaar is a song from 18 - 11 A Code Of Secrecy 2014. It is sung by Jaan Nissar Lone, Rani Hazarik. Lyrics are credited to Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi. Music information: Jaan Nissar Lone. Read the lyrics above and view the 18 - 11 A Code Of Secrecy 2014 album song list for more songs and album details.