Mera Sajna Mujhe Mil Gya Lyrics, Singer & Song Details

Patton Ki Bazi 1986 album cover

Patton Ki Bazi 1986 Album Details

Ram Govind
Anup Jalota
Maya Govind
Swapna, Rajan Sippy, Khushboo, Bharat Kapoor, Ramesh Tiwari

album songs
Mera Sajna Mujhe Mil Gya
Singer : Asha Bhosle

Mera Sajna Mujhe Mil Gya Lyrics

Song Title = Mera Sajna Mujhe Mil Gya
Movie/album = Patton Ki Bazi (1986)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Maya Govind
Music Director = Anup Jalota
Director = Ram Govind

Mp3 Song Lyrics

((Ho mera sajna mujhe mil gaya
Haay ho mera sajna mujhe mil gaya
Mere dil ka kamal khil gaya haay haay
Ho mera sajna mujhe mil gaya
Haay ho mera sajna mujhe mil gaya

Tu meri kismat tu meri dolat
Main jeenda hoon teri badaulat
Tu meri kismat tu meri dolat
Main jeenda hoon teri badaulat
Zakhm gehara tha sill gaya haay haay
Ho mera sajna mujhe mil gaya
Haay ho mera sajna mujhe mil gaya

Har pal tera naam ratungi
Saath jeeungi saath marungi
Har pal tera naam ratungi
Saath jeeungi saath marungi
Mere hatho se ye dil gaya
Ho mera sajna mujhe mil gaya
Haay ho mera sajna mujhe mil gaya
Mere dil ka kamal khil gaya haay haay
Ho mera sajna mujhe mil gaya
Haay ho mera sajna mujhe mil gaya.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Sajna Mujhe Mil Gya

Mera Sajna Mujhe Mil Gya is a song from Patton Ki Bazi 1986. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Anup Jalota. Read the lyrics above and view the Patton Ki Bazi 1986 album song list for more songs and album details.