Mera Pyar Mujhse Rootha Lyrics, Singer & Song Details

Kalakaar 1983 album cover

Kalakaar 1983 Album Details

P Sambasiva Rao
Anandji, Kalyanji
Indeevar, Manoj Kumar
Kunal Goswami, Sridevi, Rakesh Bedi

album songs
Mera Pyar Mujhse Rootha
Singer : Suresh Wadkar,Anuradha Paudwal

Mera Pyar Mujhse Rootha Lyrics

Song Lyrics Title = Mera Pyar Mujhse Rootha
Song Lyrics Movie = Kalakaar (1983)
Singer = Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Indeevar, Manoj Kumar
Music Composer = Anandji, Kalyanji

Mp3 Song Lyrics

((mera pyar mujhse rutha o ho o
mera pyar mujhse rutha o ho o
mujhe jindagi ne luta
jab do kadam manjil lagi sathi ka sath chuta
mera pyar mujhse rutha o ho o
mujhe jindagi ne luta

dunia me do premi, milne hi nahi pata hai
milne hi nahi pate hai
dunia me do premi, milne hi nahi pate hai
milne hi nahi pate hai
ye jamana ye chahat, badle se najar ate hai
badle se najar ate hai
ya pyar hi hota nahi
ya har premi jutha hai o ho o
mera pyar mujhse rutha
mujhe jindagi ne luta

koi puche kismat se, sab kuch hamse kyu china
sab kuch hamse kyu china
koi puche kismat se, sab kuch hamse kyu china
sab kuch hamse kyu china
ek jaisa lagta hai, kya marna or kya jeena
kya marna or kya jeena
khuli ankh to khuli rah gayi
kaha jake khwab tuta o ho o
mera pyar mujhse rutha
mujhe jindagi ne luta
jab do kadam manjil lagi, sathi ka sath chuta o ho o
mera pyar mujhse rutha
mujhe jindagi ne luta..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Pyar Mujhse Rootha

Mera Pyar Mujhse Rootha is a song from Kalakaar 1983. It is sung by Suresh Wadkar,Anuradha Paudwal. Lyrics are credited to Indeevar, Manoj Kumar. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Kalakaar 1983 album song list for more songs and album details.