Mera Pati Mera Parmeshwar Lyrics, Singer & Song Details

Pati Parmeshwar 1990 album cover

Pati Parmeshwar 1990 Album Details

Madan Joshi
Laxmikant, Pyarelal
Rajendra Krishan
Dimple Kapadia, Shekhar Suman, Amala, Sudha Chandran, Rajesh Puri, Alok Nath, Vi

album songs
Mera Pati Mera Parmeshwar
Singer : Kavita Krishnamurthy

Mera Pati Mera Parmeshwar Lyrics

Song Title = Mera Pati Mera Parmeshwar
Movie/Album = Pati Parmeshwar (1990)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Madan Joshi

Mp3 Song Lyrics

((Mera pati mera
Parmeshwar
Sun jagat pita
Aye ishwar
Mera pati mera
Parmeshwar
Mera pati mera
Parmeshwar
Sun jagat pita
Aye ishwar
Mera pati mera
Parmeshwar
Sun jagat pita
Aye ishwar

Mai uske bina na
Ek pal na ji paungi
Mai to mar jaungi
Yahi mar jaungi
Mai to mar jaungi
Yahi mar jaungi
Mera pati mera
Parmeshwar
Sun jagat pita
Aye ishwar
Mai uske bina na
Ek pal na ji paungi
Mai to mar jaungi
Yahi mar jaungi
Mai to mar jaungi
Yahi mar jaungi
Mera pati mera
Parmeshwar

Mang me meri
Sindur jisne bhara
Mang me meri
Sindur jisne bhara
Tere hote hue
Kyu wo bebas pada
Kyu daya me
Tere der itni bhayi
Meri puja me
Koi kami rah gayi
Meri puja me
Koi kami rah gayi
Jitna chahe
Mujhe azmale
Ye na samajhna
Sankat se mai dar jaungi
Mai to mar jaungi
Yahi mar jaungi
Mai to mar jaungi
Yahi mar jaungi
Mera pati mera
Parmeshwar
Sun jagat pita
Aye ishwar
Mera pati mera
Parmeshwar

Sabki bigdi banane
Wala ha tu
Sabki bigdi banane
Wala ha tu
Sari dunia chalane
Wala hai tu
Fir use bhi chala
Apni shakti dikha
Fir use bhi chala
Apni shakti dikha
Apni shakti dikha
Apni shakti dikha
Satwanti ka sanchay
Hai mujhme
Sawitri ka manobal
Aaj dekhna patiwarta
Ka dharam hai kitna atal
Fir use bhi chala
Apni shakti dikha
Apni shakti dikha
Apni shakti dikha
Om nama shivay
Om nama shivay
Fir use bhi chala
Apni shakti dikha
Apni shakti dikha
Apni shakti dikha
Om nama shivay
Om nama shivay
Om nama shivay
Om nama shivay
Nama shivay
Nama shivay...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Pati Mera Parmeshwar

Mera Pati Mera Parmeshwar is a song from Pati Parmeshwar 1990. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Pati Parmeshwar 1990 album song list for more songs and album details.