Mera Padhne Mein Nahin Lage Lyrics, Singer & Song Details

Kora Kagaz 1974 album cover

Kora Kagaz 1974 Album Details

Anil Ganguly
Anandj, Kalyanji
M. G. Hashmat
Vijay Anand, Jaya Bachchan

album songs
Mera Padhne Mein Nahin Lage
Singer : Lata Mangeshkar

Mera Padhne Mein Nahin Lage Lyrics

Song Title = Mera Padhne Mein Nahin Lage
Movie/Album = Kora Kagaz (1974)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Sanjay Mukharji
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mera padhne main nahin laage dil kyun
Mera padhne main nahin laage dil
Dil pe kya pad gayi mushkil
Hmm
Arrey raat bhi sooni sooni laagey
Aur din bhi soona soona laagey
Koyi yeh to bataa de
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mera padhne main nahin laage dil
Ho o o o o o

Baithe baithe man muskaaye
Baithe baithe man muskaaye
Main na jaanoon wo kyun yaad aaye
Main na jaanoon wo kyun yaad aaye
Kis se baatein karti hoon main
Arrey kis se baatein karti hoon main
Chhupke chhupke hansti hoon
Koyi yeh to bataa de
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mera padhne mein nahin laage dil
Ho o o o o o

Oo dil mein kya hai likh nahin paaun
Dil mein kya hai likh nahin paaun
Khat likhoon to ussey kaise pahunchaaun
Khat likhoon to ussey kaise pahunchaaun
Paas bhi us ke jaa na sakoon main
Arrey paas bhi us ke jaa na sakoon main
Door us se reh na sakoon
Koyi yeh to bataa de
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mera padhne main nahin laage dil
Hmm
Mera padhne main nahin laage dil
Dil pe kya pad gayi mushkil
Hmm
Arrey raat bhi sooni sooni laagey
Aur din bhi soona soona laagey
Koyi yeh to bataa de
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mujhe wo to nahin ho gayaa
Mera padhne main nahin laage dil
Kyun....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Padhne Mein Nahin Lage

Mera Padhne Mein Nahin Lage is a song from Kora Kagaz 1974. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to M. G. Hashmat. Music information: Anandj, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Kora Kagaz 1974 album song list for more songs and album details.