Mera Naam Hai Jamila Lyrics, Singer & Song Details

Night In London 1967 album cover

Night In London 1967 Album Details

Brij
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Biswajeet, Mala Sinha, Johnny Walker

album songs
Mera Naam Hai Jamila
Singer : Lata Mangeshkar

Mera Naam Hai Jamila Lyrics

Song Title = Mera Naam Hai Jamila
Movie/album = Night In London (1967)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Brij

Mp3 Song Lyrics

((O o o o
O o o o

Yaar ki nigaahon mein
Pyaar ki mehfil mein
Saahib main rehti hoon
Aashiqon ke dil mein
Aur mera naam hai jamila
Jamila jamila.

Yaar ki nigaahon mein
Pyaar ki mehfil mein
Saahib main rehti hoon
Aashiqon ke dil mein
Aur mera naam hai jamila

Aaye agar aap ko yaad ye nazneen
To dhoond le poochne ki
Zaroorat nahi
Aap ke kareeb
Kahien na kahin
Aap ke kareeb
Kahin na kahin
Aap hain jahaan
Main hoon wahin

Yaar ki nigaahon mein
Pyaar ki mehfil mein
Saahib main rehti hoon
Aashiqon ke dil mein
Aur mera naam hai jamila

Har ek dil ko
Dhadakne ki aadat hui
Main jis gali se bhi guzri
Qayamat hui
Log nazre bichhaane lage
Log nazre bichhaane lage
Haal dil ka sunaane lage

Yaar ki nigaahon mein
Pyaar ki mehfil mein
Saahib main rehti hoon
Aashiqon ke dil mein
Aur mera naam hai jamila

Ik baar aisa hua
Ek chaman ka gulaab
Kehne laga husn mera
To hai laajwaab
Us ka guroor wo saara gaya
Us ka guroor wo saara gaya
Ek hi nazar mein maara gaya

Yaar ki nigaahon mein
Pyaar ki mehfil mein
Saahib main rehti hoon
Aashiqon ke dil mein
Aur mera naam hai jamila
Jamila jamila...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Naam Hai Jamila

Mera Naam Hai Jamila is a song from Night In London 1967. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Night In London 1967 album song list for more songs and album details.