Mera Gadha Gadhon Ka Lyrics, Singer & Song Details

Mehrban 1967 album cover

Mehrban 1967 Album Details

A Bhimsingh
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Sulochana Latkar, Sunil Dutt

album songs
Mera Gadha Gadhon Ka
Singer : Mehmood Ali, Mohammed Rafi

Mera Gadha Gadhon Ka Lyrics

Song Title = Mera Gadha Gadhon Ka Leader
Movie/Album = Mehrban (1967)
Singers = Mehmood Ali, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = A. Bhimsingh
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mera gadha gadhon ka leader
Kahta hai ke dilli jakar
Sab mange apni kaum ki main
Manwa kar aaunga
Nahi to ghas na khaunga

Mera gadha gadhon ka leader
Kahta hai ke dilli jakar
Sab mange apni kaum ki main
Manwa kar aaunga
Nahi to ghas na khaunga
Mera gadha gadhon ka leader

Sabse pehli mang humari
Dhobhi raz hata do
Sabse pehli mang humari
Dhobhi raz hata do
Ab na sahenge danda chahe
Fansi par latka to
Agar na mani sarkar
Kiya inkar to u n o tak jaunga
Nahi to ghas na khaunga
Mera gadha gadhon ka leader

Duji mang ke jat humari
Mehnat karne wali
Duji mang ke jat humari
Mehnat karne wali
Phir kyu yeh insaan gadhe ka
Naam samjhte gali
Na badla yeh dastur
To ho majbur
Main in par case chalaunga
Nahi to ghas na khaunga
Mera gadha gadhon ka leader

Tiji mang hamari humko
Dedo ek ek quarter
Tiji mang hamari humko
Dedo ek ek quarter
Hafte mein ek bar ghash ke
Badle mile tamatar
Agar kar do yeh ehsan
O meri jaan duaye deta jaunga
Kabhi na dilli aaunga
Mera gadha gadhon ka leader
Kahta hai ke dilli jakar
Sab mange apni kaum ki main
Manwa kar aaunga
Nahi to ghas na khaunga
Mera gadha gadhon ka leader...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Mera Gadha Gadhon Ka

Mera Gadha Gadhon Ka is a song from Mehrban 1967. It is sung by Mehmood Ali, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Mehrban 1967 album song list for more songs and album details.