Mera Dil Tujhpe Nissar Hai Lyrics, Singer & Song Details

Kaun Apna Kaun Paraya 1963 album cover

Kaun Apna Kaun Paraya 1963 Album Details

Niranjan
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Vijay Kumar, Waheeda Rehman, Johny Walker, Dulari

album songs
Mera Dil Tujhpe Nissar Hai
Singer : Mohammed Rafi

Mera Dil Tujhpe Nissar Hai Lyrics

Song Title = Mera Dil Tujhpe Nissar Hai
Movie/Album = Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Ravi Shankar Sharma
Director = Niranjan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Zara sun haseena e nazneen
Mera dil tujhi pe nisaar hai
Zara sun haseena e nazneen
Mera dil tujhi pe nisaar hai
Tere dam pe hi mere dilruba
Meri zindagi mein bahaar hai
Zara sun haseena e nazneen

Huyi jab se mujh pe teri nazar
Main hoon apne aap se bekhabar
Huyi jab se mujh pe teri nazar
Main hoon apne aap se bekhabar
Huaa jab se dil mein tera guzar
Huaa jab se dil mein tera guzar
Mujhe chain hai na qaraar hai
Zara sun haseena e nazneen

Tere husn se jo sanwar gayin
Wo fazaayen mujhko azeez hain
Tere husn se jo sanwar gayin
Wo fazaayen mujhko azeez hain
Teri zulf se jo lipat gayin
Teri zulf se jo lipat gayin
Mujhe un hawaaon se pyaar hai
Zara sun haseena e nazneen

Ye haseen phoolon ki daaliyaan
Tujhe de rahin hain salaamiyaan
Ye haseen phoolon ki daaliyaan
Tujhe de rahin hain salaamiyaan
Mujhe kyun na rashq ho ae sanam
Mujhe kyun na rashq ho ae sanam
Tere saath fasl e bahaar hai
Zara sun haseena e nazneen
Mera dil tujhi pe nisaar hai
Zara sun haseena e nazneen....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Dil Tujhpe Nissar Hai

Mera Dil Tujhpe Nissar Hai is a song from Kaun Apna Kaun Paraya 1963. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Kaun Apna Kaun Paraya 1963 album song list for more songs and album details.