Mera Dil Gaya Meri Lyrics, Singer & Song Details

Tere Mere Sapne 1996 album cover

Tere Mere Sapne 1996 Album Details

Joy Augustine
Vijay Kalyanji Shah
Anand Bakshi
Chandrachur Singh, Arshad Warsi, Priya Gill, Simran Bagga

album songs
Mera Dil Gaya Meri
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Mera Dil Gaya Meri Lyrics

Song Title = Mera Dil Gaya Meri
Movie/Album = Tere Mere Sapne (1996)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah)
Director = Joy Augustine

Mp3 Song Lyrics

((Mera dil gaya meri jaan gayi
Mera dil gaya meri jaan gayi
Ab kya rah gaya sab kuchh kho gaya
Dekho ye kya ho gaya
Dekhte dekhte haye dekhte dekhte

Mera dil gaya meri jaan gayi
Mera dil gaya meri jaan gayi
Ab kya rah gaya sab kuchh kho gaya
Dekho ye kya ho gaya
Dekhte dekhte oh dekhte dekhte

Mat socho mai iss rang rup pe marta hu
Mai tujh se mohbbat karta hu
Mat socho mai iss rang rup pe marta hu
Mai tujh se mohbbat karta hu
Ho ik tera pyar mere solaha singar
Tuth gayi tere mere beech ki deewar
Fasla aur bhi kuchh kam ho gaya
Dekho ye kya ho gaya o
Dekhte dekhte oh dekhte dekhte

Mera dil gaya meri jaan gayi
Ab kya rah gaya sab kuchh kho gaya
Dekho ye kya ho gaya
Dekhte dekhte oh dekhte dekhte

Oh hum dono ek duje ke dil me rahte hai
Kya pyar isi ko kahate hai
Hum dono ek duje ke dil me rahte hai
Kya pyar isi ko kahate hai
Oh dekh ke humko e kahate hai log
Lag gaya humko ye prem ka rog
Hume neend nahi saara jag so gaya
Dekho ye kya ho gaya
Dekhte dekhte haye dekhte dekhte

Mera dil gaya meri jaan gayi
Mera dil gaya meri jaan gayi
Ab kya rah gaya sab kuchh kho gaya
Dekho ye kya ho gaya
Dekhte dekhte haye dekhte dekhte))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Mera Dil Gaya Meri

Mera Dil Gaya Meri is a song from Tere Mere Sapne 1996. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Vijay Kalyanji Shah. Read the lyrics above and view the Tere Mere Sapne 1996 album song list for more songs and album details.