Mera Chhota Sa Dekho Yeh Lyrics, Singer & Song Details

Bhai Bhai 1956 album cover

Bhai Bhai 1956 Album Details

M.V. Raman
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Nimmi

album songs
Mera Chhota Sa Dekho Yeh
Singer : Lata Mangeshkar

Mera Chhota Sa Dekho Yeh Lyrics

Song Title = Mera Chhota Sa Dekho Yeh
Movie/album = Bhai Bhai (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Nitai Palit
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Saare baagon se achcha ye gulzaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Tere kadmon mein hi mera ghar baar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai

Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Meri pooja piya tera deedar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye, mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Mera Chhota Sa Dekho Yeh Video

About Mera Chhota Sa Dekho Yeh

Mera Chhota Sa Dekho Yeh is a song from Bhai Bhai 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Bhai Bhai 1956 album song list for more songs and album details.