Mera Chehra Sunehra Gulab Lyrics, Singer & Song Details

Rani Aur Jaani 1973 album cover

Rani Aur Jaani 1973 Album Details

K S R Doss
Satyam
Hasrat Jaipuri
Anil Dhawan, Aruna Irani, Bindu, Jagdeep

album songs
Mera Chehra Sunehra Gulab
Singer : Asha Bhosle

Mera Chehra Sunehra Gulab Lyrics

Song Title = Mera Chehra Sunehra Gulab
Movie/album = Rani Aur Jaani (1973)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Satyam
Director = K.S.R. Doss

Mp3 Song Lyrics

((Mere sarkar chale
Aaye yaha aaj ki raat
Mere arman huye kitne
Jawan aaj ki raat
Mera chehra sunehra
Gulab rasiya
Mere jaisa kaha hai
Sabab rasiya
Mujhe aata hai
Mujhe aata hai tarsana
Mujhe aata hai tarsana
Jalta badan jaise
Agan ui ui ui
Mera chehra sunehra
Gulab rasiya
Mere jaisa kaha hai
Sabab rasiya
Mujhe aata hai tarsana
Mujhe aata hai tarsana

Shama ki raah mein
Parwane aaye jate hai
Hum unko pyar ki madira
Pilaye jate hai
Yaha sharab se
Yaha sharab se
Aisa banaye jate hai
Pile pile nazar ki
Sharab rasiya
Mere jaisa kaha hai
Sabab rasiya
Mujhe aata hai
Mujhe aata hai tarsana
Mujhe aata hai tarsana
Are jalta badan jaise
Agan ui ui ui

Tere bagair meri sham
Koi sham nahi
Tujhi se kam hai duniya
Se koi kam nahi
Tujhe na apna
Tujhe na apna
Bana lu to mera
Naam nahi
Pyar mera bada
Lajawab rasiya
Mere jaisa kaha hai
Sabab rasiya
Mujhe aata hai
Mujhe aata hai tarsana
Mujhe aata hai tarsana
Jalta badan jaise
Agan ui ui ui
Mera chehra sunehra
Gulab rasiya
Mere jaisa kaha hai
Sabab rasiya
Mujhe aata hai tarsana
Mujhe aata hai
Tarsana tarsana..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Mera Chehra Sunehra Gulab

Mera Chehra Sunehra Gulab is a song from Rani Aur Jaani 1973. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Satyam. Read the lyrics above and view the Rani Aur Jaani 1973 album song list for more songs and album details.